wht r u doing right now?

Re: wht r u doing right now?

muje bhi khoon pene ka bht shok hai :ASA:

**
ajao bacche:@:.. khoon mera karwa hai magar:bummer:**

Re: wht r u doing right now?

**lol…Dracula kis restaurant meN jaataa hai is delicacy ke liye? :cb:

abhii job par aayaa huN…kaam karne kaa mood nai … :(**

Re: wht r u doing right now?

blood bank mai jata hoga na...

kaam krny ko ku mood ni...??? buri baat

**
Blood Bank…lol :cb:

jitnii pagaar [salary] dete haiN usse Double kaam karta huN…ab kia jaan nikaal ke de duuN…kaam agar aur chahaiye to paise aur deN mujhe :)**

Re: wht r u doing right now?

to ya apny office walo say kaho mjsy ni....

blood to blood bank m hi hota hana...

**
bank restaurant to nai :cb:

kahaa thaa na.,..bole kisi Khoobsoorat laRkii se sifaarish karvaao…can u plz sifaarish karo for me? :cb:**

Re: wht r u doing right now?

dracolas k liay to hotel hi hoga na...

mjy safarish krna acha ni lgta ....

**
hotel emN to aaraam karne jaataa hogaa miss einstien lol :cb:

sifaarish karna achchhi nai lagtii yaa aatii nahiiN??? :hehe:**

Re: wht r u doing right now?

aati b nhi ha...or krna acha b ni lgta...

araam wahi hota ha jahan pait puja ho....mister newten

Mr Newton...mere sar pe seb kab giregaa? i'm hungry Miss Ada :P

Re: wht r u doing right now?

to jo seb sir pay gira ha wo kha lo....


**
abhi giraa kahaN! gire tabhi to...me ko desi murGhi ke desi anDe kaa omolette hii khilaa do :)**

Re: wht r u doing right now?

mjy to wo pakana ni ata to kesy khilaon..??

Re: wht r u doing right now?

having DEW:D

**
shaadii kar lo iimaan se … ek teer se do shikaar …wallet bhi milegaa aur personal naukar bhi :slight_smile: :cb:**

gal te sun na…yeh DEW ki hondaa? :hmmm:

Re: wht r u doing right now?

per koi mily to jisy khana pakana ata ho to na....

**
iimaan se mujeh ssatoN kahane banaane aate ahiN..ammi ne isii vaaste mujhe sughaR banaayaa thaa :slight_smile: ab bolo?**
**
what am i doing right now? :hmmm: bataa duuN? sure? ok:

i’m counting ULLOOS on GS and be-shumaar mile mujhe lol…i’m in the front of the line … wu-huuuuuuuuuuuuu**

itz a drink here in Pak..:stuck_out_tongue: