Who's ur FAV guppan/s!!

acha.. chalo achi baat hai … changi gal ay :stuck_out_tongue:

haan, aaj mera dil bhi nahi chah raha tha jaaney ko :hula:

aur aap kaisey hain? haal chaal theek hai? :smiley:

haan haan… aaj to mazaa aa raha hai naa :smiley:

main bus theek he hoon… adhay sar bohat zayada dard hai… shayad takhan ke wajah say… neend puri nahin hoti naa :bummer:

[QUOTE]
*Originally posted by shoaib akhter: *

haan haan... aaj to mazaa aa raha hai naa : D

main bus theek he hoon... adhay sar bohat zayada dard hai... shayad takhan ke wajah say... neend puri nahin hoti naa :bumm er:
[/QUOTE]

hehe, jee bohat zayada :p

ohh zaroor thakan ki wajah se dard hai.. :( mein ne kaha hai na k plz neend puri ker k aaya kerian.. kum se kum aik hi din.. kul sunday hai na, tou kul sootey rehna..

zabardast :jhanda:

han yar… bohat dard hai… :frowning:
lakin vivo mere ankh khul jaati hai 8:00 bajay.. main kya karoon… sunday ka din to bohat busy hota hai yar.. or yahan par aaj sunday hai… kal nahin :smiley:

aww, chaii pee lain ya phir tablet ley lain :frowning:
aankh khul jati hai tou dobara sooney ki kosish kya kerian..

err :smack2: mujhey aaj kya ho gaya hai.. :bummer: yahan per bhi aaj hi sunday hai, lakin mujhey lagg raha tha k aaj saturday hai :frowning:

acha.. bhai ko bolta hon chai kay liye.. or tablet to jab he loon gaa naa jab kuch khaoon ga..

haan.. lagta hai … app aaj takhi hoee hoo :hehe:
chalo koi baat nahin..aisa hota hai :stuck_out_tongue:

jee sahi hai :k:

jee nahi, mein nahi thaki hovi :snooty: buss ho gaye ghalti :bummer:

aray koi baat nahin.. naa :hug:
or tum kaisi ho.. ??? :stuck_out_tongue:

[QUOTE]
*Originally posted by shoaib akhter: *

aray koi baat nahin.. naa :h ug:
or tum kaisi ho.. ??? : p
[/QUOTE]

:D

aur mein theek hoon.. Allah ka shuker hai..

good :k:

aur suno, aisa nahi kerna..

kyon na karna.. tum karti ho to main kuch bolta hoon.. ab main kar raha hoon to takleef ho rahi hai.. ab main bhi line say replies karoon ga.. theek hai.. :p

aap ne pehlay kabhi mujhey kaha tha k aisa na kiya kero.. ab mujhey khud se tou maloom nahi hona tha na :snooty:

nain main to ab bhi mana to nahin kar raha .. tum jo marzi karo… .. or main bhi karoon ga… bohat dinoon say form main nahin hoon .. aaj phir say dekha he daita hon.. wahi 100 posts a day.. :nuch:

acha suno, nahi keroon gi na ab.. aur baaz aao.. mujhey ye dekhney ka shooq nahi :smash:

nahin.. aaj to itnay dinon kay baad mood theek hoaa hai… kishi ko koi baat samajh he nahin aati.. shayad hum main he koi kami hai.. jis ke wajah say aisa hota hai.. ab apnay aap improve karnay ka moqa to dain app.. phir hum bhi un sub ke tarha ho jaayain gay… :silly:

shobii, aap ne pehlay aisa kabhi nahi kaha tha.. aur ab mein keh rahi hon na.. k ab nahi hoga aisa.. lakin ab aap :smack:

:teary2:

haan ab main pagal hoga hoon.. :rotato: mental attack hai.. wo to ab nahin janay wala…
green eyes wali :love:
blue eyes wali :mudhosh:

:hoonh:

theek hai.. kerian aap jo marzi.. :bummer:

:teary2: