thanks a lot shobii
![]()
mein tou samjhi thee k iss baar mujhey flowers nahi milein geyy ![]()
thanks a lot shobii
![]()
mein tou samjhi thee k iss baar mujhey flowers nahi milein geyy ![]()
thankyou thankyou thankyou so much ![]()
![]()
bohat achey flowers hain :love:
[thumb=H]FFFsunnydaysLS8_tn6165_4140053.JPG[/thumb]
[thumb=H]PVFjulybday04_tn6165_3495009.JPG[/thumb]
[thumb=H]SVFhugskisses04_sm6165_9071733.JPG[/thumb]
[thumb=H]SVFkomentulips2_LS_sm6165_6737218.JPG[/thumb]
[thumb=H]ROS12summerLS_tn6165_3945598.JPG[/thumb]
:love:
![]()
my pleasure… vivacious :Pretty:
kyon nahin milain gay.. waisay app ko khud say samajhnay ke adad purani hai ![]()
aisa kaisay ho sakta thaa kay main tumhain flowers nahin deta… ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by shoaib akhter: *
my pleasure..... vivacious :P retty:
kyon nahin milain gay.. waisay app ko khud say samajhnay ke adad purani hai :he he:
aisa kaisay ho sakta thaa kay main tumhain flowers nahin deta... : p
[/QUOTE]
oh ho, mein ye hi samjhi thee na :D
buss waisey hi, khayal aaya tha k shayed na milien.. lakin acha hova k mera khayal ghalat tha..
haan ye ho nahi sakta aur na hi hona chahiye :p
khayal ayaa :halo:
or kya kya khayal aaye thay … ![]()
i know.. yeh aaayin hon gay kay.. is dafa flowers nahin milain naa to shobi ko bailan say welcome karoon gee ![]()
agar khayal ghalat nikalta too ?? han han hannnnnnnn
yeh ho bhi sakta hai… furture ke warning ![]()
aur koi nahi aaye thay, buss ye hi aaya tha :halo:
hehe, nahi mein ne aisa nahi socha tha.. ![]()
ager khayal ghalat na nikalata tou mujhey thora sa dukh hota..
acha jee, phir aap k saath bhi hoga ![]()
hello sheelo
Kya ho raha hai?khobb flower shlower diye jaa rahe hai!!
![]()
han tumharay mind mian bohat he limited khayal aatay hain naa ![]()
shukar hai :halo:
awwwwwwwwwww.. main tumhain thora sa bhi dukh nahin doon gaa .. okay ![]()
mujhay bhi phir dukh ho gaa naa ![]()
PK hey.. Ganji.. wots goin on?? ![]()
hello shello kaisi ho? ![]()
haan yaar, merey 19K jo hovey hain ![]()
ho sakta hai k aisa hi ho ![]()
aww ![]()
mein mazak ker rahi thee, mein bhi aap ko dukh nahi don gi ![]()
oye coolMubarak ho ![]()
wo to hai .. yaqeenun ![]()
![]()
thankooo ![]()
wo abhi tak class kay liye gayeen nahin
aww thanks ![]()
![]()
u r welcome shobii k aansoo saaf kering ![]()
aaj class nahi hai.. cancel ![]()
![]()
thankooo… say wipin down my tears… ![]()
TULLA maar Liya
![]()
![]()
ab ye tulla kya hota hai? ![]()
\
CHUTTI koo boltay hain.. class cut kar lee.. buri baat ![]()
![]()
arey mein ne class cut nahi ki, aaj class hogi hi nahi ![]()