i have heared a song i think so it was indian old song
“zeehal_e_maskeen makunda ranjish behaal e hijraan bichara dil hai”
sunai daitee hai jis ke dhardkan..... tumhara dil ya, hamara dil hai.... Lata I guess..
Wo aa ke pehloo maiN aise bethe kay shaam rangeen ho gayee hay.
zara zara see khilee tabiyat, zara se namkeen ho gayee hay
Re: who’s song is this can u tell me plz
kon si lang. mein hai… mujhey to sirf dil hai samajh aayi hai… ![]()
Re: Re: who’s song is this can u tell me plz
Mujhe tumse zyada words samajh mein aye ![]()
** bichara dil hai **
I say it's persian!
na samagh mein anay walay logo lang to urdue hee hai bas words tum logon ke liya familiar nahin hoon gai.hai na
ye to kisi pashto film ka scene lagta hai ...tha tha tha kar kay
Lata Mangeshkar & Shabbir Kumar in movie "Gulami"
Ajeeb hain dil kay dard yaaroon na hoo tu mushkil hai jeena iska ....
gr8 song zabardast i say!
rite ghulami movie
mithun and anita raj !
banda thori easy urdu use nahi ker sakta… ![]()
Re: Re: Re: who’s song is this can u tell me plz
gud 4 u…