Is America is our friend? or is America is our enemy? .?
Bhai MK Aftab sahib,
60 saal ho ga-aay saath saath rehtay. Afsos keh abhi tak nahi pata chala, keh America FREND hai kay DUSHMAN? billions of $$ bhi kha liay or dakar bhi na mara!
Yeh to wahee hooa keh
Saari raat "Yusaf Zulaikha ka kissa suntay rahay, Subha hoee to poocha Zulakha mard thi keh aurat". :)