Bhai MK Aftab sahib,
60 saal ho ga-aay saath saath rehtay. Afsos keh abhi tak nahi pata chala, keh America FREND hai kay DUSHMAN? billions of $$ bhi kha liay or dakar bhi na mara!
Yeh to wahee hooa keh
Saari raat "Yusaf Zulaikha ka kissa suntay rahay, Subha hoee to poocha Zulakha mard thi keh aurat". :)
Dakar tou ab tak 60 sal main Generals, PMs,Presidents le chuke hain bhai
hazam hua hai tou abhi tak kha rahe hain:D:
above poster asking about normal peoples opinion.
btw
Jitna $$$ diya utna wasoool bhi kar liya hai