who ik hasee;n khayaal jiskay ham_khayaal thay hum
tha bas who ik khayaal hi or bay_khayaal tahy hum !
jiski na thi haqeeqat jiski na koi manzil
us rah par chalay thay or bay_malal thay hum !
har lab pay tha musalsal koi na kar saka
hal jis ko na koi samjha aisa sawaal thay hum !
zinda thay tab na jaana marnay kay baad samjhay
tu ho gaye ammar phir aisi misaal thay ham !
jab yaad aa gaye hum tu baais;say FARHAT tha
har dil main bas gaya jo aisa khayaal tay hum !
From Yaroo
![]()