Aaj yahan chicago main eid manai jaa rahee hai aur mazay ki baat yeh hai kah eid par snow hoi hai
tou white eid hum mana rahay hain aur itefaq ki baat yeh hai kah mera eid ka suit bhi white hai magar meri eid iss dafa akailay guzar rahee hai kyun kah meri family Pakistan gaye hoi hain
haan Rooh afza ki baatli lay kar jaana, baraf kay golay banana, uss main aik dandii lagana, phir uss par rooh afza daalna, phir surh surh kar kay ussay khaana… Dhoraji ka aunty Gola Ganda
haan Rooh afza ki baatli lay kar jaana, baraf kay golay banana, uss main aik dandii lagana, phir uss par rooh afza daalna, phir surh surh kar kay ussay khaana... Dhoraji ka aunty Gola Ganda :D
haan arsaa hua yahan aai huay ab tou shayad 4-5 months honay walay hain :halo:
bass life busy busy chal rahee hai.. job n studies aur kuch khaas nahi..kuch arsay baad life kuch khaas hojai gee