Re: While Hearing Adhaan and/or…
sab se pahle yeh k aapko bhii ‘PEACE’ kahne kaa chaska lag gayaa? mujhe bhai salaam bhej diyaa kareN to mere aur aapke Haq meN bahtar hogaa
Islami tareeqa aur Hukm hai k musalmaan musalmaan ko assalaamo alaikum kahe yaa kam se kam salaam hii kahe…Khair…u kii marzii par plz mujhe salaamtii bhej diyaa kareN thankoo ![]()