Re: Which Kind Of Poetry Do You Like !
mujhe bas theek lagti hai poetry voetry...
mera ek khud ka banaya hova sher to suno sab zara...taraif karna ..acha!
"din ho din kahein raat na ho jaye...
aarey wah wah...
din ho din kahein raat na ho jaye
tere haath main ho mera haath ....wah wah wah
tere haath main ho mera haath...kahein paar na ban jaye......"
aarey kya baat hai ji....shukriya shukriya...hehehehehe