Where do you cut your nails?

Re: Where do you cut your nails?

mai to tab nakhun cut karta hoo jab film dekh raha hota hoo and saray nails pocket mai dal leta hoo nad bad mai bahir pheck deTa hoo. aksar aisa hi hota hai. bass kabhi kabhi kahi aur cut kiye hongay mai nay nakhun apne.