hi hi hi aur phir hum dono ko Paris say dhekay dai ker nikal dia jayai ga:D
kidding
hi hi hi aur phir hum dono ko Paris say dhekay dai ker nikal dia jayai ga:D
kidding
khair Dhekay daiker ya kaisai bhi nikala jai ga paris sai … by the way yahan bhi heathrow kareeb he hai .. ![]()
lols:hehe:
ah haan bus phir dhekay nehi lagain gay:D
han aor kia bulkai hansee khushee nikala jai gaaa..
… mera bhi hotel ka kurch bachaa kurrai ga.. ![]()
oh achcha…well i had egg and toast and coffee ![]()
auntiji ne daanta kyon ? aapne kya kiya tha ![]()
haan rehne hi do…chahe jitna bhi pooche na bataan :nono: ![]()
haan aur pakka hi nikala jayai ga:D
keh rehi thien khao ab main subah subah kaisay khaoun:bummer:
na na na aap fiker hi na kero top secret;)
to khaa liya kare na
aap ke bhi na nakhre ![]()
aaj sehri ka kya plan hai ? abhi aa jao UK saath hi mein karege ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by smilly: *
haan aur pakka hi nikala jayai ga:D
[/QUOTE]
naheen aisa pakka bhi naheen nikala jai gaa... maheenai du maheenai mai chukkar lagga lia kurnaa .. :D
nekhre nehi ab subah subah khair chorh:)
Uk aa jao aap aur KK mujhay gher say nikelwao gay amaan kahain gy Pak janay k liyai leave nehi milay gy UK janay ko tayr ho:smack:
[QUOTE]
*Originally posted by Kamran-Khan: *
naheen aisa pakka bhi naheen nikala jai gaa... maheenai du maheenai mai chukkar lagga lia kurnaa .. :D
[/QUOTE]
aur phir hotel ka bill kon pay keray ga:(
tu kia office wallai residence naheen dain gai kiyaa.. ![]()
kis k office walay:eek:
![]()
![]()
![]()
nikki kaisi ho ![]()
theekk smilooooo:kiss: tum aksi hooo chnada:hula:![]()
are pak to kaafi door hai UK to train mein baitho aur 2 hours mein UK ![]()
waise 6th Dec ko aane ka waada kiya tha aapne ![]()
Allah ka shuker hay aap sunao Ramzan kaisa guzer reha hay:hug:
roozai mai
.. ![]()