Where are you ...

wasalam
Daagh jeeeeeeeeeeeeee kaisay hain aap:hug:

well its Halloween party… with my work colleagues… every one is dressing up.. some of them like Vampires… witches … etc… :bummer:

:wsalam: kia haal hai … uss kaam ka kia huwaa?

wow

aap ko ab yaad aa reha hay:smack:

hmmm ab mujhay kia pata acha aisa kero black suit pehen lo aur mask lai lo ab aur kia betaoun main:smack:

Daagh jee bhi ja rehay hain:rolleyes:

:hug:

:blush: aap ko dekh kar mood theek ho gaya…otherwise was too busy :frowning:

kaise hai aap ?

i am fine shine :smiley:

kaam :rolleyes: kaunsa kaam ???

haal chaal to theek thaak hai :smiley:

kiya buttaon aaiysa he houn mai …:bummer:
abhi lunch time mai ja raha houn na shopping kurnai .. :hehe:
Naheen Daagh nahen ja raha .. ye hummarrai department ke he party hai .. he is in IT department

Aapnai Mrs Dogra sai kuch pouch kur battana thaa.. :hoonh:

:konfused:

bhool gaya kya kaam tha :bummer: ruko let me call you :smiley:

oki jao…meray liyai kia lao gay:blush:

hmmm saray out patang kaam aap k department main hi hotay hain kia:D

Allah ka shuker hay main to theek hoon:)

oooooooooo becha thuk gaya aaj:hug:

good good :smiley:

nahi thakk nahi gaya bas bored :frowning:

and bachcha kaun :rolleyes:

oo main bhi bore ho jati ager yahan guppain na lagatti to:)

becha KK na;)

woh KK pouch reha tha k aap nay us k baray main kia bataya…bata doon us ko k rehnay doon:D

:hehe: naaa rehne do bataane ki koi zaroorat nahi hai :wink:

haan agar GS na hota to life kitni boring ho jaati :smiley:

so aaj sehri mein kya khaya aapne ?

aik kachoookooma .. :blush: acha hai na …naam kia rakhain …:wink:

yeh kia hota hay:rolleyes:

wohi jo kal khaya+amaa ki dant:bummer:

meray bhi khayl hay rehnay hi doon;)

:konfused: kachukooma naheen patta… :confused:
hutta hai aik … kafee cute sa… khargoosh kai bachai ku kehttai hain .. :hoonh:

oo cutee thx KK:hug:

hamaray neechay wali hay na us k pas do thay woh mujhay aik dai rehi thi kisi nay lainay hi nehi dia itna paroo tha:crying:

main nay bhi bol dia jub mera apna gher hoga na phir main loon gy aur ager kisi nay us ko touch kernay ki koshish ki to:smash:

:blush: tu phir aik tu hu gia na mere pass… doosra bhi dhond lain gai mil kur .. :rolleyes: j/k