Where are you ...

hum bhi waise ke waise hi :smiley:

kal to baat hi nahi hui aapse…i went to sleep at 10:00pm :eek:

:nono4: ramzan main me tu hsareaf admi samj k baat kar rehi thei ap se :snooty: :love: (:hehe: :wink: )

:rolleyes: maiN shareef aadmi nahiN, SHAREEF BACCHAA HOON !!

tu wahan messege chor jaia karey na k am sleeping 10 bajay :snooty: comp on aur khud lagta key baord per ..:sleep: :smiley:

[QUOTE]
*Originally posted by smilly: *

nehi

main to waisay hi soch rehi thi k PAK main bhi time change houa k nehi??
[/QUOTE]

jee nahi waha change nahi hota time...aap unse 4 hours peeche hoge... :D

:eek: :smack: me ap ko aisay he admi samj k baat karti rehi… :snooty:

jab admi bano gaye phir ana…

well mere comp ka screen off tha so pata hi nahi tha ki i am online :smack: subah dekha to dher saare messages :bummer:

so aap sunaye sheri ho gayi ? kya khaya aapne aaj ???

kiouN:hoonh: phir aap kiyaa karaiN gee :bummer:?

maiN aadmi jitnaa bacchaa hooN :devil: (bachaa = non-married aadmi:queen: )

o thankoo:hug:

last year to houa tha:rolleyes:

g ho gayee omlete k sath pulaoo khaia sath main chaiey sath main pani be peea :smiley:

PS: rozay kesay chal rahya

nahi hota na…aapko aise hi koi ullu banaya hoga :stuck_out_tongue:

omlette ke saath pulao :konfused: yeh kya combination hai…

i had an omlette and bread and coffee :yummy:

rozay to achche chal rahe hai…itna kuch pata nahi chalta…aaj 3rd hai :blush: bas 27 more to go :hehe:

jab admi bano gaye tu batiey ghi na kia karey ghi bachon ko me asi batain nahi batati no no 4 :hehe:

maiN PM maiN tau aadmi hee bun kar aataa hooN naa ;)?

ufff aur main semjhi such main hota hay:smack:

Sehri k weqt uth gayai thay??:slight_smile:

u know it’s a koyal creation kabhi try karna will be :yummy: like always wesay be birdie masoom ko kia pata k insan log combination bana k khatey :smiley:

ahem ahem me samji k ap ulu bun k atye yahan be galti ho gaye me asay he reply karti rahti pm main :hehe:

PS: pm main batiey ghi kia karey ghi :wink:

:rolleyes: jhooTi:hoonh: rozay maiN jhooT :hehe:

Jee haan
Daana dunka jo kuch paayen
Sabr aur shukr say khaayeN :hehe:

Kia yeh birdie rozay rakhti hai???

aa gaye aap :hoonh:??

i am not going to Boston:hoonh: mubarak ho :halo: now tell me the program for this week :silly: