Where are you ...

[QUOTE]
*Originally posted by Lajawab: *

Alhumdulillah...Aur aap?
[/QUOTE]

hum bhi theek thaak, allah ka shukar hai :)

bas office aaye hai abhi abhi and kaam shuru :D

anwar bhaiya

yaha kon hai?;)

anwar bhaiya

yaha kon hai?;)

kiss kee baat kar rahi ho GuRiyaa :halo: ?

:salam: :wave:

:snooty::wsalam:

wasalam

jeeti reho,khoosh reho
Ramzan Mubaruk:hug:

hmmm tu ap be yahan they wesay :salam: again hum ne pahlay ap ko nahi kia tha :snooty:

ap ko be ramzan mubarak ho :hug:

aik aur dafaa salaam :blush:

thankooo :Pretty:

hay PaK MAIN KIA TIME HOUA HOGA:konfused:

ur welcome any time :love:

i guess 3 30 ya 4 30 am not sure 10 ghanat agay hain na pak main :slight_smile:

wesay pak main roza khulnay ka time ho raha kahin ap ka kholnay ka irada tu nahi :smiley:

:rotfl:

omg aap kee aaNkhaiN:eek:

abhi rozaa hai:blush: shaam maiN dikhaaiye gaa aisee aaNkhaiN :silly:

[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *

i guess 3 30 ya 4 30 am not sure 10 ghanat agay hain na pak main :)

wesay pak main roza khulnay ka time ho raha kahin ap ka kholnay ka irada tu nahi :D
[/QUOTE]

nehi

main to waisay hi soch rehi thi k PAK main bhi time change houa k nehi??

:wsalam: :blush:

kaise hai aap ???

kon jeeta hai teri zilf k sar honay taak…:smiley: shaam anay main abhi 10hrs hain :stuck_out_tongue:

PS: me kisi ko ankhin nahi dekhati na shaam main na saweray saweray :love:..:blush:

[QUOTE]
*Originally posted by smilly: *

nehi

main to waisay hi soch rehi thi k PAK main bhi time change houa k nehi??
[/QUOTE]

last year tu huwa tha ab k pata nahi :)

me wesi he nukkaR jesi :blush:ap kesay ho ..:slight_smile:

humm ‘kissi’ thoRi huvay naa phir :wink: :queen:?