Where are you ...

haan shanpati karege and dekhte hai tum kyar karte ho :rolleyes:

:rotfl: aapke 4 bhaiyo ko agar yeh baat pata chali ki aap unki itni taareef karte ho to ??? batao batao :hoonh:

haan try kariyega raat ko aane ka…i will be online…ab raat ko to neeend aane se rahi poora din to sota hi raha…

kaunsa kaam :konfused:

ohhhh theek hai…karo.. pilan abhi se shoro karoon? ya thodi deir baad? :hoonh:

4 bhaiyoon ko pata lagane ki zaroorat nahi hai…un se mein ne sachai chupa kar nahi rakhi..mein ne pehle hi bata diya tha..k is se pehle unhey bahir se pata chaley mein khud hi bata deyti hoo..rehmd il jo hoon…is liye unhey sachai pata hai :snooty:.. is liye panga nahi leytey…

aaj kal mein jaldi sone ki ‘nakaam’ koshish kar rahi hoon..:halo:…actually meri kamr ko koi masla ho gaya hai…:mad:…aur aaj kal ammi keh rahi hain..k jaldi so jaya karo..kahin issi waja se na ho raha ho..raat ko sonay se kamr ka kia taluqqqqqqqqq..mujhe yehi samajh nahi ata :mad:

KAAM BHOL GAYE? :mad2:…pata tha mujhe…bhulakad tareennnnnnnn ullah khaan niazi.. :bailan:.. itna azeem kaam karne ka mauqa diya tha kyun nahi kia…2guns

KK raam naam satey ho gaya hai aap ka ? :mad2:..
kidher hain…chup kyun ho jate hainnnnnnnnnnn :rocket:

status theek karne ko kaha tha us per amal karne ko nahi kaha tha..:2guns:

electric chair ka switch on kurnai ku boulla tha kiyaa… Daagh :mad2: kion naheen kia ye azeem kam… lagtaa hai ye bhi mujhai kurna purdai ga ..

nahi nahi baad mein shuru karna abhi to mein reply kar raha hoon na :bummer:

achcha to charo bhaiyyo ko bhi pata hai ki woh zoo se nikaal kar laaye gaye hai :smiley:

oho :frowning: kya ho gaya kamr ko ??? :frowning: may be aapki chair is not comfortable or may be the mattress…kuch din hard surface par so kar dekhe na aap…i know it can be very painful…i had something in my back when i was studying…so doctor me chair change karva di and also he asked me to sleep on hard floor for a month :rolleyes:

aur haan bataye na kya kaam tha…this time definitely ho jayega… :smiley:

abhi raan naam satey nahen huwaa.. switch on kurnai kai saloon baad he houn ga insha Allah .. ::mocking:

tu mein aap ki baat kyun manoon..apni shaan mein itni gustakhi kaise kar loon :hoonh:..mein abhi se shoro karoongi…:snooty:

haan charon bhaiyoon ko pata hai k woh zoo k hain..woh aaina dekhtey rehte hain..us se andaza ho jata hai unhey..:halo:..agar nahi hota tu mein hon na batane k liye…

pata nahi kia ho gaya hai kamr ko..i think is chair ko koi masla hai..pehle bhi yeh dard tha..per itna nahi tha..ab tu badhta jaa raha hai :bailan:
haha wah rey kia doctor tha…shayd mere jan pehchan ka ho..jo dushmani nikal raha tha…:k:…

woh utna hi azeem kaam tha..jitna azeem kaam kk ko diya tha karne k liye..dono hi ne nahi kiya..:bailan:

kaida switch? :konfused:

aur eik azeem kaam aap ko bhi karne ko diya tha..Kia :hoonh:..

:bailan:

APKEE electric chair ka .. aor kis ka.. :rolleyes:

kaida azeem kaam .. :hoonh:

electric chair? meri? kahan? :konfused:..kab aye? kidher hai..aap ko kaise pata.. :bailan:..

jaisa ustad waisa shagird.. :hoonh:
dono ko 1, 1 kaam diya tha…k eik dosre ko meri taraf se Rapta deina..kia :hoonh: :bailan:

haan aapne kab baat maan ni hai :rolleyes:

yeah i think it has to do something with the chair only…aap na ek pillow rakh kar try kare baithne ki…may be it will help..aur aap jhuk kar na baitha kare typing karte waqt… :frowning:

haan mujhe bhi wahi lagta hai woh Doctor ki koi dushmani thi mere se :rolleyes:

:hehe: achcha to aap woh kaam ka keh rahe hai…woh hum dono ne milke decide kar liya :smiley:

oohoo phir bhoul gia IQ walle baat … sorry shorry … :stuck_out_tongue:

uss azeem kam kai lia hum nai ye faisla kia hai kai uss kai lia humm dunu ku B’ham aana purdai gaa… abb humarai pass time naheen… abb aisa kuru tumm khudh he aa jao .. kaam hu jai gaa .. :hoonh:

ok Rabia and Saleem
am off now…
take care of your self and do some rest… both of you
:hug:
Allah HAfiz
:flower1: :flower2:

aap kahan azaab nazil karne jaa rahey hain ab :halo:…
thodi deir beithey rahein..mein bhi abhi jane wali hoon…sab saath jayein gay..chalo beitho chup kar k :bailan:

Daagh mein ne peechey cushion rakha howa hai..aur mein jhuk kar bhi typing nahi karti..jo karte hain shan se sar utha kar karte hain..:snooty:..

aur aap ne aur kk ne kia decide kia hai..bolo bolo tell tell..:hoonh:..mein ne aap donoi se eik dosre ko meri taraf se marne ko kaha tha..b’;ham aa kar marne ko nahi kaha tha..waheen reh kar mar lein..B;ham per kyun atyachar karna… woh karne k liye mein kafi hoon.. :snooty:..

mere abba ka office nahen hai … woh tu Pakistan mai hai ..
ja raha houn jalde se allah hafiz boulu ..:bummer:

oh achcha…samajhdaar hote jaa rahe ho humare saath rehte rehte…good good… :stuck_out_tongue:

arey nahi baba B’ham ki baat ki woh bas misaal de rahe the…meine bataya tha na last week humko Green Street jaana tha but hum pahoch gaye Ealing :smack:

lo… :mad:..acha ALLAH HAFIZZZZZZZ :2guns:
bye shye…:bailan:..Takecare Vakecare bhi kar leina..nahi tu na sahi.. :bailan:

bye shye :bailan:

allah haafiz janab :wave:

see ya tomorrow at 10:30 sharp :smiley:

Allah na kare k aap ki sohbat ka asar ho na mujh per..na kissi aur per :halo:…

ohhhhhhhhhhhhh tu us bare mein keh rahey they :smack:..kitne bongay hain yeh..mein samjhi waqayee b;ham aa rahey they..tub hi mein soochoon yahan ki lights kyun nahi gayeen :halo:..

acha ab mein bhi jaa rahi hoon…kyun k mujhe sakht thund lag rahi hai..aur mujhe mera room yaad aa raha hai :teary3:…tu bye shye..aur takecare vakecare bhi kar leina..aaj ijazat di..oh nahi nahi…mein tu shoro mein naaraaz thi na..tu nahi mut karna :snooty:

aur card puhunch jana chaye…Allah hafiz n ba.. :wave:

hehehehehehehehe

haan na hi ho to better hai hum unique hi rehna chahte hai :smiley:

:smack: ab batao bonga kaun hai woh ya … :rolleyes: hadd hoti hai aapne padha nahi tha kya theek se kya likha tha unhone…aapko aise hi khush fehmi ho gayi ki mein…yaani ki meinnnnnn B’ham aa raha hoon :smack:

heheheh :smiley: to ab naraaz nahi ho that means…achcha hai :smiley:

okie aap bhi khayal rakhna and take care of your back…doc se mil lena otherwise…

ta