[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
:) you are welcome mate
[/QUOTE]
:)
Jubb sitaaray hee hamaiN mil naa paaye
Humm lay kay shams-O-qamar kiyaa kartay?
nahiN :-d ?
:)
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
:) you are welcome mate
[/QUOTE]
:)
Jubb sitaaray hee hamaiN mil naa paaye
Humm lay kay shams-O-qamar kiyaa kartay?
nahiN :-d ?
:)
[QUOTE]
*Originally posted by Anwaar Qureshi: *
naam ham ne likha tha aankhon mein
aansuuon ne mitaa diya hoga
[/QUOTE]
see jab naam likha tha tu phir keon kahtey benaam koyal :D
[QUOTE]
*Originally posted by Anwaar Qureshi: *
:)
Jubb sitaaray hee hamaiN mil naa paaye
Humm lay kay shams-O-qamar kiyaa kartay?
nahiN :-d ?
:)
[/QUOTE]
wah wah kya baat hai :)
ek aur sher yaar aaya mujhe is baat par....
hmmmm.....
*
khudaa ki itni badi qaayanaat mein main ne
bas ek shakhs ko maanga mujhe vo hi na mila *
lol koyal:)
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
wah wah kya baat hai :)
ek aur sher yaar aaya mujhe is baat par....
hmmmm.....
*
khudaa ki itni badi qaayanaat mein main ne
bas ek shakhs ko maanga mujhe vo hi na mila *
[/QUOTE]
MaiN saabirouN kay Qabeelay say hooN magar mera Rub
woh Mohtasib hai kay saaray Hisaab Rakhta hai :-)
[QUOTE]
*Originally posted by Anwaar Qureshi: *
lol koyal:)
MaiN saabirouN kay Qabeelay say hooN magar mera Rub
woh Mohtasib hai kay saaray Hisaab Rakhta hai :-)
[/QUOTE]
:D nice one
*
vo karam ungaliyon pe ginte hai
jurm ka jin ke kuch hisaab nahi
*
:p
Tumhaaraa Aks Roshan hai meri veeraan aaNkhouN maiN
Wagar Na aur kiyaa rakhaa hai in bay jaan AankhouN maiN
Tumhaaray jaanay say pehlay iss qadar sochaa naa thaa
kay Saawan bhar diyaa kartay haiN kuch mehmaan AankhouN maiN
![]()
very sad and very nice ![]()
*ret par likh ke meraa naam mitaya na karo
aankhen sach bolati hain pyaar chupaya na karo
log har baat kaa afsaana banaa lete hain
sab ko haalaat ki rudaad sunaayaa na karo
ye zaroori nahin har shakhs masihaa hi ho
pyaar ke zakhm amaanat hain dikhaya na karo *
^
ussi kay naam say lafzouN maiN Chaand utray haiN :)
Woh ik shakhs kay dekhooN tau Aankh bhar aaye
Jo kho chukay haiN, unhaiN dhooNdhnaa tau mumkin hai
Jo jaa chukay haiN, unhaiN koie kiss tarah laaye?
Daagh bhai kahaaN gaye:(?
[QUOTE]
Originally posted by Anwaar Qureshi: *
^
ussi kay naam say lafzouN maiN Chaand utray haiN :)
Woh ik shakhs kay dekhooN tau Aankh bhar aaye
Jo kho chukay haiN, unhaiN dhooNdhnaa tau mumkin hai
**Jo jaa chukay haiN, unhaiN koie kiss tarah laaye?*
[/QUOTE]
aai na phir nazar kahin jaane kidhar gai
un tak to saath gardish-e-shaam-o-sahar gai
aa dekh mujh se ruuthne vaale tere bagair
din bhi guzar gaya meri shab bhi guzar gai
[QUOTE]
*Originally posted by Anwaar Qureshi: *
Daagh bhai kahaaN gaye:(?
[/QUOTE]
yahi par to hoon janab :D
Yeh Dil kee rah pay Ghubaar kiss kaa hai?
Woh jaa chukaa hai tau phir intezaar kiss ka hai?
NaheeN woh apna magar uss kee rah bhee dekhooN
Dil-O-Nazar pay bhala Ikhtiyar kiss kaa hai :)?
[QUOTE]
Originally posted by Anwaar Qureshi: *
Yeh Dil kee rah pay Ghubaar kiss kaa hai?
Woh jaa chukaa hai tau phir intezaar kiss ka hai?
**NaheeN woh apna magar uss kee rah bhee dekhooN*
Dil-O-Nazar pay bhala Ikhtiyar kiss kaa hai :)?
[/QUOTE]
kab tak dil ki khair manaaye, kab tak raah dikhaaoge
*kab tak chain ki mohalat doge, kab tak yaad na aaoge *
beeta deed ummeed kaa mausam, khaak udati hai aankho mein
kab bhejoge dard ka baadal, kab barkha barsaaoge
nahi me tu abhi yehi pe hia na ![]()
BTW:beautiful sher
jab taak thread mani hai yaad ati rahoon ghi
jab chalay jain gain tu spanay main aa’ey ghi ![]()
Marhalay sub wafa kay, Jafa kay supurd haiN
Woh Deep kiyaa jalaiN jo hawaa kay supurd haiN?
uss nay bhee apni zid naa choRi kissi tarah
Hum kiyaa karaiN kay hum bhee Anaa kay supurd haiN
sapno mein aane ka weekend ka program tha na aapka
![]()
lolz
[QUOTE]
Originally posted by Anwaar Qureshi: *
Marhalay sub wafa kay, Jafa kay supurd haiN
**Woh Deep kiyaa jalaiN jo hawaa kay supurd haiN?*
uss nay bhee apni zid naa choRi kissi tarah
Hum kiyaa karaiN kay hum bhee Anaa kay supurd haiN
[/QUOTE]
*
use ye zidd hai ki main pukaarun
mujhe taqaazaa hai wo bulaa le
qadam usi moD par jame hai
nazar samete hue khada huun
junuun ye majboor kar raha hai palat ke dekhu
khudi ye kahti hai moD muD ja
*
:(