![]()
itta vadda jhoot …hai mein marr kyon nahi gyaa yeh ilzaam sunne se pehle ![]()
![]()
itta vadda jhoot …hai mein marr kyon nahi gyaa yeh ilzaam sunne se pehle ![]()
okies mate ![]()
see ya laters…
allah haafiz…and aaj 10 gms jyada khaa lena mere taraf se ![]()
abhi naheen abhi naheen… mere roozi ka mamla hai ..
app zinda ho kiya:konfused:
![]()
lol ![]()
achaa Allah hafiz
acha adagh ji me bhi jati hn
kal baat ho gi
tab tak
apan khaayal rakhye ga ![]()
10 gms more …
sehat daikhee hai.. baby face bann jaon ga inna khaon ga tu .. ![]()
yeh jeena bhi koi jeena hai ![]()
Anwar:
kaise ho janab
kal tu naheen atta ye abb … ![]()
was nice talking to you nikii ji after such a long time
take care of yourself and be good
allah haafiz ![]()
![]()
![]()
bilkul zabar10 yaar:wave:
koie acchaa saa shair sunaao yaar ![]()
aji shub shub bolaiey ![]()
mai bhi Dorie hu giaa .. ![]()
ja raha thaa.
Acha AQ, Nikki & Dhabba ..
Allah Hafiz
okie ye jhelo ek sher ![]()
raftaa raftaa har police vaale ko shaayar kar diya
mahafil-e-sher-o-sukhan mein bhej kar sarkaar ne
ek qaidi subah ko phaansi laga kar mar gaya
raat bhar Gazale sunai us ko thaanedaar ne
![]()
lol:)
ab koie serious wala sunaao naa ![]()
![]()
![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Anwaar Qureshi: *
lol:)
ab koie serious wala sunaao naa :(
[/QUOTE]
okie ek serious si ghazal Bashir Badr ki :(
*
aas hogi na aasraa hoga
aane vaale dino mein kya hoga
main tujhe bhuul jaaunga ik din
vaqt sab kuch badal chuka hoga
naam ham ne likha tha aankhon mein
aansuuon ne mitaa diya hoga
aasmaan bhar gaya parindon se
peD koi hara gira hoga
*
:(
naam ham ne likha tha aankhon mein
aansuuon ne mitaa diya hoga
thanks.. u are great :k:
you are welcome mate