aaye aaye aap he ke kumme thee… kia haal chaal hain..
btw ![]()
…jeete raho, khush raho, dodo nahao, pholo phalo
..
kia hal hai? theek hi hain na
.. aur eik baat dasso..Bhagban bohat roney wali film hai na teary1
Aymoo hello shello
…tum is waqt kaise tapak padeen…:halo:
seriously tu nuhat kuch kahhta houn .. agar LOG sunnain na.. ![]()
ohooooooo tum kahan se tapak pari
… aab toh mujhe jana chayay… kahin tumhara saya na mujhe lug jaye
…
haan aqalmundoon ki aur achey logoon ki kami kahan nahi hai…:queen:… ab itne bewaqofoon mein aqalmund ki kami tu hogi na..![]()
mein theek thaak hoon, zinda hoon, khush hoon, nahi hoon, aap bar bar kyun pooch rahey hain..(dialogue hai :halo: )
..ab aap ko bhi woh sare ashirwad deine padein gay..
…chalo khudh samajh jao..ab kaun kahein k jeete raho,khush raho, doodo nahao, pholo phalo…![]()
DCH will be the right choice ![]()
okie take care …allah haafiz ![]()
han ye POURRAI WALLAI ju hain .. ![]()
take care
Allah Hafiz
oyeeeeeeee mayn neh bhi yehi line use ki hai eeeeeekkkk spooky … mujhe iss churail ka saya lug giya hai
… mujh par koi dumm darood parayn
…
Pari Pari hoon eik Pari
Aasman se aa giri ![]()
haan jaldi jao..pariyoon ka saya churailoon per pad jaye tu woh waise hi ghayab ho jaati hain…tum bhi ho jao ghayab.. ![]()
acha suno..kaisi ho ![]()
AAyetal-Kursee ka verd kurtee rahu Insha-Allah kuch naheen hu gaa .. :halo:
achcha kaunse movie ka dilaogue hai yeh ???
and aapke itne sare aashiwaado ka bahot bahot shukriya ![]()
chchc kitni naqal billi ho tum…chchc… billi ho yeh tu mujhe pata tha, per naqal billi ho yeh aaj pata chala hai…:halo:
aur tum per agar darood padein..tu tum ne waise hi ghayab ho jana hai…seedhi terha chali jao, kisi ko shuk bhi nahi hoga k tum churail ho, warna aqalmund ko tu ishara kafi hai… ![]()
… whats a HDD DAAGH
…
well evry film is much better then koi mil giya :halo: …
aur Salman ko kuch na kahayn
…
![]()
shukriya
… aap bhi parayn aur mujh par pookayn ![]()
…
woh wala msg tu KK k liye tha..
…aap k liye upar wala msg tha bade miyan..
aur aap ko nahi yaad k woh kaun si film ka dialogue hai..yeh sikha rahi hoon mein aap logoon ko..yeh sanskaar diye hain mein ne…mein bata chuki hoon..ab yaad karein ![]()
aur ashirwadoon k liye theek hai theek hai, rehmd il jo hoon ![]()
aur mein ne poocha tha,Bhagban ronay wali film hai na ![]()
mai na kaha ..
film mai hai he Yateeem … bhullai khud daikh laina RR bhi kiyaa hu ga uss kai samnai .. :hola:
PS: HDD=Hard Disk … the thingy where computer stores files .. ![]()
chalo Mr. Daagh 1 bhoot aur churail ko ghayab hota dekhte hain abhi…chalo aymo ayatal kursi padho aur ghayab ho kar dikhao…kaho tu hum phoonk dein… :halo:
![]()
mein samjha doosra wala message tha mere liya
haan to yaha bhi thanks for all the aashiwaad ![]()
haan Baghbaan is an emotional movie…mujhe bhi achchi lagi ![]()
but songs are real nice…i have posted one in Audio Gallery check it out ![]()
churail churail ho aik churail
zameen se aa nikli ho
…
lagta hai tum koi zyada hee poanchi hui churail ho
…
nahi batati kaysi hoon… tumko kya
…
woh sunna hai na… Pookon sai ye “Churail” bhagaya na jai gaa …