Where are you ...

kiya na jiya jee :frowning:

badla:nono3: :nono:
not good , try to 2 fotget it :mocking:

:rotfl:

okie aap keh rahe ho to nahi karte :stuck_out_tongue:

:wave: :wave:

how are we all doing ???

nehi tum say kai lerhana

tobah kero lerhay koi achi bta moon say nikalo main sirf aik mah k liayi ja rehi hoon…so kuch nehi hona wala:mocking:

arey auntiji ka poora plan hoga…1 mah kya 1 week mein sab set ho jayega :smiley:

mein karachi hokar india jaaonga is baar in dec…will be there for 2-3 days :smiley:

[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *

arey auntiji ka poora plan hoga...1 mah kya 1 week mein sab set ho jayega :D

mein karachi hokar india jaaonga is baar in dec...will be there for 2-3 days :D
[/QUOTE]

aray nehi aunty jee ko pitna aata hay do din ro ro ker hasher ker lo bhook herhtal kero auntyy jee ko reham aa jata hay:D

wow first time ja reha ho Karachi??

India main kahan jao gay .................. mujhay bhi bohet shoq hay wahan janay ka inshallah 2/3 sal main chaker laganay ki koshish keroun gy:)

achcha emotional black mailing :hoonh: auntiji ka phone number dena zara baat karte hai unse…abhi se dhoondege to 5-10 saal mein koi tayar hoga shadi karne aapse :hehe:

Yeah have never been to Pakistan before this will be a wonderful experience.

india mein my parents live in a small town near Bombay…yeah jab bhi aana hume bataa dena achchi khaatir daari karege aapki :slight_smile:

lolss yaar my mom is shoo shweet main nay do din bohet tiung kia hay unhay bus ab aaj say achi bechii:blush:

main nay unhay kaha kion khood ko halkan ker rehi hain koi bhi aqalmend benda yeh punga nehi lai ga…kehti hain mujhay itnay armaan hay main nay kaha main konsa IKLOTTI hoon abhi bohet bar armaan pouray hongay aap k:D
gr8 Karachi bohet acha hay aur guppies aap ko sare bhi kera dain gay

program bena to inshallah aap hi say information loon gy:)

yeah aapne pareshaan nahi karna chahiye apne mom ko…jo khte hai maan lo :stuck_out_tongue:

well armaan to hote hi hai…mere parents are the best example…din bhai unko koi kaam hi nahi mere liye larki dhoondne ke alaawa :rolleyes: dad ko badhi tamannaye hai…woh to reception mein kya kya karege abhi se sochte rehte :hehe:

haan Karachi mein saare guppies se milne mein badha maza aayega…:dhimpak:

Jado nikli gali day wichon yaara
Saray pind which pay gaya hungama

Salamz all

adaab arz hai malik saab :wave:

kaise mizaj hai aapke ? aaj ekdum punjabi moods mein :smiley:

ahem ahem… koi zinda hai… :halo:

hai tu kyun hai… :smash: :bailan:

:snooty:

:stuck_out_tongue: … na salam na duaa bass aate he… :smash: :bailan:

:hoonh:

By the way :salam:

:confused: … :rotato: … :konfused:

haan bus aisa hi karoon gi..aur aap tu bolein mut…koi baat samajhao tu samajh hi nahi aati logoon ko.. :mad2:

aur btw :wsalam:

:snooty:

kion bhai kion… kal du daffa tu bye shy kur kai gia thaa … :bummer:

achaaaaaaa… kab :eek:
tobah tobah zaban nikal kar dikhaein zara kali saya ho gaye hogi.. :bailan:

koi bye shye kar k nahi gaye they achaaa… :mad2: aur kal tu baat bhi nahi howi thi baad mein tu kis ko bye shye kia tha…:2guns:

tu woh aap naheen thein… Allah re double role … :confused: ooper sai dunnu he … :bummer:

hamara double role ho hi nahi sakta…hamare jaisa dosra koi aye is dunya mein..us se pehle mein dunya ko hi na mar doon :bailan:

acha theek hai theek hai maaf kia maaf kia…rehm dil jo hoon..:snooty:

haan tu kia hal hai? mujhe pata hai k theek hoon gay..per formality poori karne k liye poochna padta hai :smack: