Where are you ...

meine kya kar diya :crying: :frowning:

i am really sorry agar koi gustaakhi ho gayi to

:smack: agar online thai iss ka matlab yeah tu naheen hutta kai PC pur bhi houn… mai aksar conputer on chord daitta houn du teen din,… khaas tour pur weekends pur… DSL hai uss kai paas bhi gaya huwwa hu ga bahir KAHEEN … :hoonh:

JI NAHI MAOIN SAARI KHABRAIN RAKHTI HON .LOG YAHIN THAAY LAKIN IS THREAD MAIN NAHI AAYE :mad2:

KHAIR AUR AAP SUNAIN AAP ITNAY DIN SE KAHAN THAAY???

i am sorry jiya jee

was online but was not on GS full time

saath saath kaam bhi kar raha hoon na :frowning: so once in a while kisi forum mein chala jaata tha…cafe mein last aaya to aakar wave diya na…aap hi ne repy nahi kiya :frowning:

itnay dinnoun se kahan thaa … :confused: oye lardke kia aaj yadasht sudharne ke duwa naheen khae… :hoonh: bhoul gaen “Du Boul” … kal he tu baat hu rahee thee… :konfused:

ji haan dawa khana bhool so sab kuch hi bhool gai ,
aap hain kon btw:p

aur ye du bool kiya hota hai :smiley: teen bool hotain hai :mocking:

:frowning: kar lo ignore :crying:

hummai naheen janteeeen …:eek:
bhooool bhi gaeeeeen … woh ju udhaaar lia tha woh tu yaad hain naa…:konfused:

are bhai just kidding :smack:
yaar ye sar main bada dard horaha hai ,isi liye bas thori se sensative ziyada horahi hon , aur ghar baat bhi nahi hoi bahut din hogaye :teary3: :teary1: ,
mere hubby bhi din raat yahi dua mangte hain ke phon theekh hojai kiyonke main ziyada sensative hojaon tu zara zara si baat pe kat khane pe aajati hon isi liye :wink:

udhaar maine nahi aap ne liya thaa yaad nahi daagh ko bhaiya bolwa ke
adhe pase pe mera hi haq howa naa;)

main pase ka udhaar nahi bholti bhale banda bhool jaon lakin udhaar pora yaad rehta hai ,:stuck_out_tongue: :smiley:

:d:k: daikhaa kaise yaadasht wapis aaye …

:frowning: well aap seriously keh rahe the i know :frowning:

chalo i say sorry again theek hai :frowning:

bataya naaaaaaa ke aap yaad nahi lakin aap ke paas mera udhaar hai ye yaad hai:D :stuck_out_tongue:

chullo phir udhaar mai liaa huwaa daagh aap ku wapis diyaa… :d:k:
hum abb jattai hain…
Allah Hafiz

its ok daaghu ji :slight_smile:
:flower1: :flower2: :flower1:

bas younhi zara larne ka dil chah raha thaa socha kamran se her waqt hi larti hon aab zara daagh se bhi lar ke dekhon :smiley: :smiley:

allah haafiz mate :wave:

:flower1:

chalen daagh ji ab hum bhi chalte hain kal baat hogi inshaaalah
ok
allah hafiz :wave:
take care :flower1: :flower2: :flower1:
have a nice dream :slight_smile:

:smiley: achcha…hum iska badla lege zaroor…:hoonh:

are bhai khuda hafiz tu kehden :teary3: :teary1:
sirf khuda hafiz sunnay ke liye 15 min-- online rahi aur ab jaarahi hon, :snooty:
koi alah hafiz bhi nahi kehta :hoonh:
main tu kehti hon,
allah hafiz :wave:
take care:nono1:

okie jiya jee allah haafiz :wave: