patta thaa… yahee kaho ge .. dhittaee bhi tu buhat ziada hai na.. ![]()
haan aap ko kuch karna bhi hota hum tu bhi ijazat na deytey…hamare aur hamare khoon k beech mein jo aye ga..sab se pehle us ka khoon ho jaye ga ![]()
kahin aap colour blind tu nahi ho? aqalblind ho yeh tu hamey pata hai..per colour blind ho yeh bhi aaj pata chal gaya
us pink mein safed bhi hai..ankhein phad kar dkeho zara…
aur itna kyun soochoon..aur soochoon tu soochoon aap ki baat kyun manoon..jao nahi soochti.. hum ne soochna bund kar diya hai ab ![]()
acha aap ko kaise pata tha ..
oh haan mere saath reh reh kar meri sohbat mein kitne samjhdar ho rahey hain..shabash bacha..aur seekh jao gay.. bus roz class attend karte rehna..
aur dithai bhi bohat zyada thi per woh hum se sambhali nahi gaye is liye yaad nahi vasihat nammey per woh aap k naam ho gaye hai sari ki sari dhitaai.. ab dithai k aklote vaaris sirf aap hain.. ![]()
football khel rahey hain aa jao tum bhi ![]()
redcarpet nazar nahi aa raha..abhi tu red red timataroon se suvagat kia hai tumhara..neechey dekho ab carpet ki shakal mein badal gaye hain woh timater.. ![]()
chulu shukar hai kuch tu millai gaa kanjoos logoun sai.. Dhittai he sahee… werna janab ka kia hai woh bhi saath he lai jateen
… mia Daagh kai lia kia chourd kur jain gee… woh kia kurain gai… ![]()
PMG.. itna acah meetha meetha sa istaqbaal to kabhi kisi ne mera nai kia ![]()
aur haan.. ab wo sher kaun parhay ga mere liay ke.
wo aay hamari thread main khuda ki kusrat ban kar..
kabhi hum on ko to kabhi apnay aap ko dekhtay hian ![]()
anway main ne football nai khelna.. main neee cricket khelna hia..![]()
welcome welcome
![]()
Haan Football he ke kumme thee… aa jao PP007 maidan mai ![]()
dekhain kaisay istaqbaal kia hia mera.. wo bhi ganday manday timataraon ke saath… ![]()
haw hayeeeee kanjoos kisse kaha hai
khud hogay makhi choos..
ab rehm dil bhi bhala kabhi kanjoos ho sakti hai…per yeh aap nahi samjho gay..is liye nanney se dimagh per zoor mut deina faut ho jaye ga… ![]()
aur yeh Daagh ki badi chinta rehti hai aap ko..itni hi fikr hai na un ki tu apni dhitai ko adha adha bant leina..hum aur kuch nahi dey sakte..![]()
tum loog batain karte karte thaktay nai ho ![]()
waisay jee main ne kaha na.. hum ne cirkcet khelna hia ![]()
yahi fark hota hai optimists and pesimists mein
humne sirf pink color dekha aapne sirf safed ![]()
well agar mein kahoo ki aap bilkul na sochna…and bilkul na aana to kya aap aa jayege ![]()
aap unka na sune
mein to flowers se kar raha hoon na welcome ![]()
so whats up ? how are you doing?
boul tu aisai rahee hain jaisai Qaroon ka khazana hu mere pass… Rabia bibi… aap ke customised dhittai hai yeah hur aik pur fitt naheen huteee…
adha adha bantna tu bat he alag hai..
mere lia tu fuzool he hai yeah virasat tu … ![]()
hawwwww haye jhootan.. abhi upar keh rahi thi k itna meetha meetha istaqbal kissi ne nahi kiya ab itni jaldi timatar gundey mandy timater ho gaye.. chchch ![]()
aur haan woh shair hum padhte hain..
woh aye is thread per Khuda ka Azab hai
kabhi hum un ko dekh kar
kabhi thread ko dekh kar ![]()
Allah thread aur hamey dono ko himmat de ![]()
aur hum yahan football khel rahey they..cricket abhi nahi khelain gay..tumhari baatkyun mannein..football nahi khelni tu ungli ko lips per rakh kar kone mein beith jao.. ![]()
humaree cricket ke team tu pouree hai… han aik gaind “ball” ke zaroorat hai… abhi abhi Rabia bibi nai aik sixer lagaya thaa Dhittae kaa…
gaind he gumm gae.. ![]()
Ok guys… me going now…my time is up
raat ku GS hu ge…
Rabia yaad sai aana ..![]()
![]()
haye chalo shukar hai itna tu pata hai k mein kitni optimistic hoon :Pretty: deir aye durust aye.. hum ne safed color is liye dekha kyun k pehle woh safed hai phir pink..safed k ander pink hai..hamari ankhein kaam karti hain is liye hamey safed nazar aa gaya tha ![]()
aap aney ka kaho ya na aney ka.. hum wohi karein gay jo hamari marzi hogi..aur hamari marzi us din kia hogi yeh tu hmari marzi bhi nahi jaanti…
tu jab pata chaley ga tub bata doon gi ..intezar farmaye ![]()
kamran- main samjhi thi aap loog football khail rahay ho.. aur cricket ka sixer ![]()
rabiaa je aap ke har kaam hi niralay hotya hian hoonh*
daaagh.. i m fine shine.. how are u doing.. well i just woke up. infact didnt even brush my teeeth phir bhi dekho kaisay chamak rahya hian hamaray daaant ![]()
rabia jeee: main inti buri bhi nai ke tum mujeh khuda ke azaab say mila rahi ho
zalimm larkii.. dekh laongi tum ko haan..
aurrr ab main schuroo main tum ko kuch keh kar tumhara dil nai torna chah rahi thi.. isi liay is thread ke owner say tumhari schikayat laga kar kick out karwana tha.. laikin meri koi sunta hi nai ![]()
aur main chup nia hongi.. see.. kamran is now with me playin cricket ![]()
lo..in ki bell baj gaye ![]()
eik tu kissi din mein in ki hi bell baja doon gi ![]()
theek hai jao jao..hum rok nahi rahey..![]()
aur yaad raha tu aoun gi…warna hoonh ![]()
haan aur woh bye shye…takecare karni ho tu kar lein..nahi tu na sahi..mujhe kia ![]()
Allah hafiz..