haan shaam ko shaid uth jay
phir khiloo gi us k saath ![]()
![]()
waisay now am going ![]()
Allah Hafiz Uncle Kamo
and Daagho
phir baat ho gi :~)
haan shaam ko shaid uth jay
phir khiloo gi us k saath ![]()
![]()
waisay now am going ![]()
Allah Hafiz Uncle Kamo
and Daagho
phir baat ho gi :~)
haan MSN pur sai tu mai nai block kur rakha hai na…
kal Hi kur kai ghaib… ![]()
okie talk to ya later
take care
ta
![]()
allah haafiz
ok ![]()
Take care wake care kur laina
bye phool1 phool2
testing
No Pinging… :nono: ![]()
Howd u know??!! ![]()
bamulayza hoshiyaar… Shehzadi Rabia tashreef la chuki hainnnnnn :queen:
haan tu hello shello vello ![]()
kia ho reila hai yahan… ![]()
aao aao aik tumharee kumme thee… badshah salamat Daagh Pahilwee bhi yaheen tashreef furma hain… ![]()
haan hamey maloom hai k hamari kami thi… aqalmundoon ki kafi kami hai yahan.. aur is baat ka andaza tu aap ko aur Daagh ko dekh kar ho hi jata hai ![]()
yeh Daagh pahilwee Badshah salamat kab se ban gaye??
Badshahat per aisa tohmat lagana Paap hai :nono:… ainda dehan rahey khansama…
ab hamay rapput do kia kia howa yahan hamari ghari majoodgi mein..![]()
kuch ziada naheen bas daagh je ke baat pukke kurwa rahai thai… kissi Massi sai…
tumm kia kahte hu kaisa hai Daaghoo… chullai ge uss ke aor Massi ke?
oh hooo Massi se?? haan waise sallu kaka aur massi ki jodi rahey gi tu khoob :biggthumb..per yeh Maasi hai kaun aur kahan? us ne kia kasoor kia tha jo us ko itni vadi saza di jaa rahi hai bechari ko ![]()
waise kal hi mein ne Maheen ko Maasi ka khitab diya hai…![]()
aur yeh sallu kaka hain kahan? yeh phir ghayab ho gaye hian ![]()
allo allo ![]()
mein aa gaya phir se…
uff yeh log chain se gupshup bhi nahi karne dete office mein ![]()
rabiaaaaa
hello…kaise ho aap ??? (just formality
)
arai uss ka aik he kasooor hai hudd sai ziada boulte hai… hur waqt… apna Dagho bechara kam kam boulta hai… iss lia dunu khe khoub jamai ge…
k:
aor haan Maheen ku Massi kion kaha ..
![]()
haan Mr. allo baigan kahan ghayab they?
aap ko jab tuk mujh se pade gi nahi aap ko aram nahi ana lagta hai…100 dafa kaha hai jab shahzadi sahiba tashreef ley aye tu pehle darbar mein hazir ho kar hello vello kar lo..per lagta hai k awaz nahi aati ..ab apni zaban mein samjhana pade ga ![]()
aur sirf formality k liye hi bata deyti hoon…k mein theek hoon ![]()
jaisi thi waisi hi hoon, aur jaisi aaj hoon waisi hi kal rahoon gi inshallah, ALlah mujhe lambi umer dey aammmmmeeenn sum ameenn..![]()
aur aap kaise hain? ![]()
^^ ![]()
oh phir tu woh apni baradari ki lagti hai… kithey hai? kahan hai? mujhe bhi dekhna hai usse..samne se hato.. sara view block kar diya hai.. ![]()
aur yeh Daagho bechare kab se ho gaye? aur yeh kam kam kab se bolne lag gaye? lagta hai k Mr. Kamo aap ki eyesight kafi weak ho gaye hai.. aur Massi ko massi nahi kahoon gi tu malkin kahoon gi… aap ko badi chul ho rahi hai Kamo kaka ![]()
ankhein kuch zyada hi aasman per chedna shoro nahi ho gayee ![]()
bechare aqal k andhey tu hain hi..ab ankhon ko itna upar neechey kar k ankhoon se bhi andhey ho jayein gay…![]()
…
idhar he hutee hai woh bhi …aate jate rahte hai… ![]()
kaun???
eik baat suno..agar maar khane ka bohat zyada dil chah raha hai na tu waise hi bata do… mujhe marne mein koi prob nahi hai infact bade shauq se maroon gi mein tu ![]()
![]()