haan dekhna…agar nahi mile to mere paas cassette hai aap le lena ![]()
:k: ![]()
tussi jaa rahe ho :(…
tussi naa jao ![]()
(tussi jaa rahe ho…chalo shukar ay
)
take care ![]()
theek hai Dushman…ijazat di..kia yaad rakhein gay kis rhem dil se pala pada tha jo dushmanoon per bhi rehm karti hai.. ![]()
Allah hafiz
..aur takecare bhi..
…
aap aur dushman ???
yeh kisne keh diya :o
chch..ab agar tumhey sach jhoot aur jhoot sach lagta hai..tu is mein hum kia kar sakte hain.. ![]()
bus dua hi mang sakte hain k Allah jald hi aqal dey…aur ab dey hi dey tumhey tu..warna tum chori hi na karne lago baqiyoon ki aqal.. kyun k tumhey sakht zaroorat hai eik adud dimagh ki.. ![]()
kaunse wale dialogue ko sahi maano ??? first ya second ???
hum hi tu hain dushman
aur kaun hai??? ![]()
aur yeh kissi aur ne nahi balkey HUM ne kaha hai..![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
kaunse wale dialogue ko sahi maano ??? first ya second ???
[/QUOTE]
jo dil chahe :D
mein bataoun mein bataoun
mein madud kar deyti hoon..rehm dil u cc…
han tu woh jo second wala hai na brackets mein…woh wala sach hai..ussey sahi man lo…
..
aap ke kehne se kya hota hai ![]()
aqal ki mujh ko nahi tum ko ashad zaroorat hai
…aur ye tum ne sab ko apni tarah chor samjha hoa hai
…
mein first wale ko sahi maan leta hoon…
phir bhi jaana hai ![]()
see ya t’row
take care
ta
![]()
jawab dena ho to chup chap haath oopar karke khade rahe…jab aap ka number aayega pooch lege…
ab chup chaap baith jaao shabash :halo:
Allah Hafiz ![]()
Aaao rabooo dono mill kar fatehaa parrte hain :~)
Allah karwat karwat jannat naseeb karain ![]()
allah haafiz
![]()
ok me going as well… catch you later…
![]()
Take care
![]()
jannat kis kaa naam hai… ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Kamran-Khan: *
jannat kis kaa naam hai.... ;)
[/QUOTE]
meri daddi ami mujh ko jannat kehti hain :p