![]()
nahi ab to aadat hi padh gayi hai ![]()
woh sholay movie mein Basanti thi na
…bas mein aage kuch nahi keh raha ![]()
![]()
nahi ab to aadat hi padh gayi hai ![]()
woh sholay movie mein Basanti thi na
…bas mein aage kuch nahi keh raha ![]()
![]()
bolain…bolain…mai ne ye movie nahi dekhi…
ab jo hum hain nahi..tumhare kehne se ban thodi jayein gay..kaho kaho bachi…dil halka kar lo..:p… aur mere WOH hain hi kahan..jo jinn bannein… ![]()
aur ab woh role hum ley chuke hain…
haan per tum meri assistant ban jana..marne k liye jo jo hathyar chaye hoon gay, mujhe deyti rehna.. hum director se baat kar lein gay k tumhey batoor-e- Shaboo maasi rakh lein…![]()
haan ab waise bhi aqalmandoon ki baatein bewaqoofoon ko bhari hi lagti hain…is liye sar mein ghusti hi nahi.. tu sar dard tu hoga hi.. ![]()
![]()
sholay nahi dekhi ![]()
aap ko jeene ka koi haq nahi hai ![]()
ufff yeh galat fehmiya ![]()
…patar patar zubaan chalti hai tumhari tu
…aur pehle bhi kaha hai…jhoot matt bola karo curail…jhoot bolne waale ka moo kaala :p…magar tumhara moo tu already hi kaala hai :D…
ab ‘WO’ ka naam boloon tu tum ko gusaa na charr jaye :p…ke sab ko kyoun bataya…
waise zara check karna KK ko saans aa rahi hai ![]()
Aaah… feeling like
![]()
kyoun ![]()
acha howa aadat padh gaye…warna zabardasti padva deyti.. ![]()
aur haye bholey miskeen… aagey kuch na bhi bolein tu bhi samajh aa gaye hai.. ![]()
yun k hamey zyada baat karne ki aadat tu hai nahi, tu seedhi baat yeh hai k dekho baat tu hum zyada karte nahi, bus samjhane mein hi tame nikal jata hai, ab samjhate samjhate do char mashware bhi dey deyti hoon…woh bhi is liye k rehm dil hoon…ab mashware jab deyti hoon tu kuch baatein bhi yaad aa jati hain…tu woh bhi bata deyti hoon…
ab Perfection ko change kar mushkil hota hai … is liye hum tu aise hi hain…![]()
theek hai…aise se hi kaam chala lege ![]()
P.S. basanti ka character bahot suit karega ![]()
:k:
peeto peeto aur peeto sar..mera kia jata hai..khud hi ka sar ghis jaye ga.. ![]()
KK chchc kam jalo..itna na jalo..k saya ho jao aur phir nazar bhi na aao..![]()
woh to movie dekhne ke baad hi pata chalega na ![]()
i have seen around 100+ times ![]()
bechari..eik is ka yehi kaam hai… quote kar k apne hisab se jo ji chahey change kar deyti hai..aur bachi khush ho jati hai… ![]()
chalo koi nahi…khush ho lo bachi..!
yeh kaha likha hai ki sar mera hai ![]()
tu yeah tumhara kia dhara hai… na tum itnee dafa daikhtai naa woh character.. yahan aa tashreef huta… ![]()
jo sach hai wo likh diya…ab tumhari tara jhoot tu mai bolti nahi ![]()
…100+ times…koi haal nahi…
now i wanna watch it…kal mangwaa ke dekhoon gi ![]()
chalo this is final good byeeeeeeeeeeee
![]()
kal milege doston ( and dushmano :D)
take care
ta
![]()