tu kaam kaam aur khoob kaam karein..dnn bhi guzre gaa...aur boss bhi khush ho gaa :p
[/QUOTE]
Haan woh tu kerta hee rehta hoon, 2-3 hours kay leay kabhi kabhi GS per aa janay say kuch nahee hota. Aur boss tu hamesha khush hee rehti hai. :p
hehe...tu shaam ko tu khana hota hai naa :smack : tu tab dil karta hai ke pakore hoan..samose hoan...: p : p hehe...aur saath mei sab khalas wageira ki 2/3 baar and nana abu wageira ki 7/8 baar iftaar hamare taraf ho hi jaati hai...
pehle mei travel mei 3/4 hourz zayaa karoon : p..and then meet mei 2/3 hourz..poora dinn tu chala gaya :smack :
[/QUOTE]
i miss home so much during Ramadhan :(
chalo is baar tumhare ghar aa jaonga iftaari ke liye :p
aur Baywater jaane mein koi 3/4 hours nahi lagte 15-20 min mein pachoch jaoge and 2-3 hours rukne ki bhi zaroorat nahi hai 1 hour mein wapas chale jaana waise bhi tumhare saath 2-3 hours nikaalna will be so mushkil :o
12 mins ki tu sirf walk hai mere ghar se station tak …phir aldgate/liverpool street jao…takes about 30 mins..wahaan se circle line lo aur pata nahi kitne stations aur kitni der baad bayswater pohancho…aap ne 15-20 mins bana diya
aur ab tu bilkul bhi nahi aaooon gii:snooty:…mere saath time nikaalna mushkil ho gaa naa :bash:
Bina Net kay main kaisay jee sakoon ga:(. Net tu hai, but I dont come to GS (kabhi kabhi aa bhi jata). Baqi ghar kay kaam bhi tu hotay hain. Job per tu aur log bhi hotay hain kaam kernay ko.
koi haal nahi..phir apni pay bhi aur logoa’n ko de diya karein jo kaam karte hain :halo:
haan ye tu hai..aap ko apne clothes dhone hote hain…bartan saaf karne hote hain..hoover karna hota hai :halo: