chalo wait karta hoon
jab bhi pahoch jaao aa jaana :D saath mein lunch karege
achcha 2nd Oct ko aa rahe ho na...is baar no bahana :o
chalo wait karta hoon
jab bhi pahoch jaao aa jaana :D saath mein lunch karege
achcha 2nd Oct ko aa rahe ho na...is baar no bahana :o
kyoun..2nd oct ko kiya hai? :halo:
am not coming…
…there is no other guppan coming
..plus its a weekend…![]()
tumhe guppans se milna hai ya humse ![]()
aur weekend ko hi rakhi hai na meeting :halo:
hehe…magar just me akeli guppan..mei tu bore ho jaoon gii…aap ko larkiyoan jaisi baatein karna aati hain kiya? ![]()
wo tu kaha ke weekend pe hai
mei weekdays mei bhi busy…and weekend pe bhi :o
![]()
^ ![]()
W/Salaam,
How are you?
Kia ho raha hai?
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
W/Salaam,
How are you?
Kia ho raha hai?
[/QUOTE]
am fine...nothing much...eating toasted bread and GS...how r u??
[QUOTE]
*Originally posted by Maheen2002: *
am fine...nothing much...eating toasted bread and GS...how r u??
[/QUOTE]
Thats good...
I am fine too. Thank to Allah.
Bas khuch khaas nahee, but weather is so niceeeeeeeeeeeeeee today... I'll go out after an hour for a break, aisay hee weather enjoy kernay... :)
its soooo windy here today…i went out little while ago…and tauba
…lagta hai ke baarish ho gii…![]()
lunch kar liya aapne???
Kaheen aap Birmingham mai tu nahee, wahan cricket match bhi barish kee nazar ho gaya. ![]()
Aur abhi tu subah kay 9:35 huay hain, itni jaldi lunch kaisay ker loon, abhi tu nashta bhi hazam nahee hua. ![]()
arey humare saath bore kaise hoge? :halo:
and waise bhi 2-3 hours ki meet hai koi saare din ki nahi…excuses excuses :halo:
nahi Birminham mei tu nahi magar uss ke kaafi qareeb hoon :D..am in London…
tu aap itni jaldi break bhi le lein ge
lunch ka mei yaha ke hisaab se pooch rahi thi..:D..idher 2.40 jo hain dupehar ke…
koi excuses nahi
..abhi tu am looking after the house..and next week Uni bhi shuru ho rahi hai..phir Oct mei roze bhi hain..tu ami keh rahi theen ke iss baar baahir se frozen samose laane ki ajaye tum ghar pe try karo…aur shaami kebabs ka stock bhi for roze aur pat nahi kya kya…
![]()
OK!
Jee jab mosam ho sohana tu ley lena chaheay jaldi say break… aur mai yahan per 8:30 say bhi tu hoon. 10-11 bajay tak lay lena chaheay break.
Aaap ka off kitnay bajay hota hai.
![]()
roze is for bhooka rehna but tum to bas khaane ke alaawa koi baat hi nahi karte ![]()
aur saare bahane pata hai mujhe 2-3 hours mein kya chala jayega tumahra ![]()
jee ye tu theek hai ![]()
i am at home..i only work on Sundays
..and thats more than enough ![]()
Wah kitnay mazay hain… hamain tu abhi poora din yahan rehna hai… chalain kisi na kisi tarah din guzar hee jaye ga, Insha Allah. ![]()
hehe…tu shaam ko tu khana hota hai naa
tu tab dil karta hai ke pakore hoan..samose hoan…
hehe…aur saath mei sab khalas wageira ki 2/3 baar and nana abu wageira ki 7/8 baar iftaar hamare taraf ho hi jaati hai…
pehle mei travel mei 3/4 hourz zayaa karoon :p..and then meet mei 2/3 hourz..poora dinn tu chala gaya ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Wah kitnay mazay hain... hamain tu abhi poora din yahan rehna hai... chalain kisi na kisi tarah din guzar hee jaye ga, Insha Allah. :)
[/QUOTE]
tu kaam kaam aur khoob kaam karein..dnn bhi guzre gaa...aur boss bhi khush ho gaa :p