[QUOTE]
*Originally posted by Spiffy Babbler: *
to phir yeh rabiaa kya keh rahi hai???...aankhon mein doobna te-erna waghaira waghaira! ;)
[/QUOTE]
rabiaa ki tu aadat hai lambi lambi chorne ki :D
[QUOTE]
*Originally posted by Spiffy Babbler: *
to phir yeh rabiaa kya keh rahi hai???...aankhon mein doobna te-erna waghaira waghaira! ;)
[/QUOTE]
rabiaa ki tu aadat hai lambi lambi chorne ki :D
wohi tu mein bhi sooch rahi hoon …itni vadi ankhein hain kis ki ![]()
main yahin hoon! ![]()
tum loog bhi thoda jaldi jaldi haath pair maroo na!
mujhe kaam karne janaa hai abhi tak shoroo bhi nahi kiya aur 8:00 hoo chuke hain ![]()
haan tum se hi lagi hai ![]()
kitni lambi lambi chor sakti hai yeh rabia??? ![]()
magar ladki yahan lambi lambi nahi gehri gehri choorne ki baat ho rahi hai! ![]()
rabiaa: wahi to! mereko to tajasuss hoo rela hay!
ab tum samney ao gi tu haath pair marein gay na
itni door se tu na tumhey lage gi na hum lagaye gay ![]()
chaloo jee! ![]()
kia howa? tumhey bhi lag gaye ![]()
mujhe lagta hai yeh choot ki bemaari hai ![]()
![]()
:rocketup:
lagi? ![]()
![]()
maheen kahaan chalee gaye???
nahi ![]()
mujhe to laga thaa k tum sirf bizti proof hoo! ![]()
aaj pata chala bullet proof bhi hoo ![]()
acha howa pata chal gaya
warna bullet mar kar batana padta k mein kia kia proof hoon ![]()
Maheen ram nam sate hai ? ![]()
:Pretty:
![]()
Maheen ki bachi!!!
kahaan chali gaye hoo? waapus aao foran!
Maheen ki bachi bhi ho gayeeeeee ![]()
haw haye Sb chalo chullo bhar pani mein doobne ..!
chaloo jee! ![]()
inn janaab ko bhi HH wali aadat hoo gaye hai!
kaidi aadat? ![]()
ammiiiiiiii yeh 45 secs wala rule
![]()
bare bezoak log ho tum dono:snooty:…baad mai sab reply karoon gi…mere bachay kaha se aa gaye ![]()
Gotta go now
take care
Allah Hafiz
lo ghayab khud howi..aur bezoak hum hain
wah rey..
acha chalo jao..apun bhi jane wali hai (shayad
)
takecare:flower2:
Allah hafiz ![]()
yehi bachon bachon waali adaat!
aur yaar yeh 45 sec waale se to main bhi tang hoon! ![]()
Maheen: 100 saal se to tum thread sirf dheek hi rahi thii ab aaye hai Mashallah se khudahafiz kehne!
hud hai yaani ke! ![]()