..chalo bhaaago yaha se ![]()
nahi bhaagti ![]()
tum bolo ab…kis bechare ki ankhoon per itna zulm dha rahi ho ![]()
Nahi batati ![]()
hello kudiyon!
ki hoo raha hai?
batao
batao ![]()
hello kudi ![]()
SB is se poochoo k kis ki ankhon mein doob gaye hai yeh
? ab wahan ussey sans aa bhi rahi hai ya nahi? ![]()
hi ![]()
Guppain..aap bhi shaamil ho jao
kise mujhe ya aankhoan wale ko ![]()
hawwwwwww hayeeeeeee! ![]()
kyun maheen?
ankhon walay ka kia poochna, woh tu bechara kitni mushkil se sans leyta hoga..mein tumhara pooch rahi hoon
aur ab bata do ![]()
kyoun mai ne kiya kiya ![]()
haye bholi miskeen tu dekho zara ![]()
nahi jee…Ankhoan waala bhi khush aur hum bhi khush ![]()
hain naa…:~)
aur tum uss din apni ami ke saath kiss ko dekhne gaye thi…ab batao na tum bhi ![]()
to phir yeh rabiaa kya keh rahi hai???..aankhon mein doobna te-erna waghaira waghaira! ![]()
jis se milne gaye thi, us ka bataya bhi hai..padh lo ![]()
tum bhi batao ab..kaun hai woh ![]()
haan isi ne kaha tha k yeh kissi ki ankhon mein doob gaye hai..![]()
ab doobna hi tha, tu chulo bhar pani mein doobti, agar nahi tu swimming pool ya samandar mein doobti, bechare us ki ankhoon ka kia kasoor tha ![]()
ab mai kaha dhoondoon parhnay ke liye…tum khud hi bata do ![]()
aur ye spiffy kaha gaye?
aankhon mein doob gaye! ![]()
yaar yeh kya monster type ka banda hai???
itti bali bali aankhein!
haaaaaaaaaaaaaaa haaaaaaye!
jahan se woh post dhondh li thi ![]()
mein kyun bataoun, tum ne bataya abhi tuk ![]()