ap kia 1947 ki paidaissh hein jo sub ko chuna munna keh rahay hien ![]()
mujhe tum per zara tars nahi aaraha BS dear ![]()
kion na boloon.. dartii nahi hon mae tum se ![]()
![]()
yeh kis ne kehdia aap se ? ![]()
chal bay bhaagg:snooty:
buhat dartiii ho aur darpokkk ho tumm ![]()
yaar aap mujhe shoki hi kehdo buhat hai :)
jab baray hojao ge na , jab aap ko bataonga. :)
ap ki baaton se lag raha hai ![]()
yaar HH yeh kyaa hay ? hum donoo ko chunna munnaa kehraa hayy?
oye chunna munna hogaaa tu:silly:
abay.. tameez se.. tum se barii hoon mae:hoonh:
chalain aayenda nahi lagay ga aap ko.![]()
agar lagay to aap batadena , taakay main parhaiz karoo:halo:
kafi dino baad aaya hoon na. set hora hoon thora. ![]()
ye shoki hai aur tumhara dost hai mujhse kia pochte ho ![]()
:halo:
ap wohi ho na jis se merii chat hoee thee
ab jhoot mut bolna:snooty:
jhootaa hay yeh.. koi mera dost naii hay:snooty:
uncle tom aajatay hain kahin se ![]()
hain jee? hamari chat bhi hochuki hai ?
chalo achi baat hai , hoi hogi kabhi mujhe asal main aessi baatain yaad nahi rehti:smack2:
aur main jhoot nahi bol raha. yaad hota to batadeta. ![]()
beta jee ye thread bhool gaye ho kia :hoonh:
![]()
ye thread parhien yaad aa jaye ga:halo:
![]()
kitni achi thread thi na ? chalo ussi ko continue kartay hain ![]()
please please please ![]()
![]()
arayy yaar tu to wohh hay na salay jab pm kia tha tu ne
mera yaar mayn tujhee kessay bhool gaya:hug:
chal dobara team up karke hatatay hain:silly:
haan thee tu achi ![]()
yaheen ker lete hein na ![]()
lekin s baar teamz change hoon gi ![]()
is baar ki teamz
me and shoki ![]()
aur BS tum apne saath k liye koii dhoondh lu ![]()
haan HH ![]()
aajao iss bachay ko massal detay hain ![]()
bs: abay chal:snooty: ab yaad aaya hun main tujhay ?
too late beta.![]()