awwwww ![]()
ja ker kuch kha lu na… agr tum marr gaye tu merii billi ka kia ho ga ![]()
awwwww ![]()
ja ker kuch kha lu na… agr tum marr gaye tu merii billi ka kia ho ga ![]()
tum ne nahi bataya tu kia kalay jadoo se pata laga hai shokii ko ![]()
tumhe mujh se zyada merii billii ki fikr hayy ![]()
kya khaoonn??
lagta hai beti kaafi dair se soye nahi. aessa karo jaa ker so jao kyon ke tum per naa garmi char gayee hai:halo:
mainn ne naiii batayaa:crying:
poochloo iss see:crying:
:halo:
aray main to urti chiriya ke par gin leta hoon aur abhi to aap ka naam bataya hai;). aagay aagay dekho kya kya batata hoon ![]()
bas thora time chahiye set honay k liye:blush:
uncle jee mae boht sottii hoon ziada fiQr na kerien ap ![]()
tumharii billi ki nahi apnii billii ki hai :love:
fridge mein kuch nahi hai kia… ??![]()
ab ziada jhoot na bolo
mujhe pata hai tum ne hee bataya hai ![]()
acha nahi karta fikr ![]()
yeh aap Q caps main Q likhti hain ?
whatever ![]()
pata hai BS k bachay se hee pocho ge sub ![]()
Zuhaiirrr tum ne apni zabaan kholi na agr tu boht bura ho ga ![]()
merii merzii ![]()
ap ka bill aata hai kia? ![]()
bhaar mainnn gayee billiyaan:crying:
acha abhii jaa ker check kartaa hoon ![]()
mainn toon unn ke fone ka intezaar karr karr ke thakk gayaa hoon aur merayy paasss itnaa faltoo time naii ke inn sahibb ko naam batao woh bhi aap kaa:silly:
aray aap meri baat kyon nahi sunti hai chunni munni si bachi:kiss:
uss ne nahi bataya na ![]()
aur yeh zuhaiirrr kaun hai ![]()
yeh bhi aap ka naam to nahi ?
good ja ker fridge mein dekho kia kia hai.. jo bhee hai sub kha joau
warna merii billi marr jaye gi
:halo:
fit-e-mounh ![]()
acha babaa naii kholtaa muun:bummer:
leken kiss maamlayy main:confused:
aur mainn tumharii billii ki aessii ki tessii hi karkee jaonga aaj:grumpy:
chunni munni hai merii jooti ![]()
aur ab ziada na bano ap.. ap ka ye dost hai na zuhair aka BS ![]()
bano mut ![]()
boht achii acting ker lete ho tum donon ![]()
aur tum kia khaak bigar sakte ho merii billi ka tum tu chozay ho :rotfl" ![]()
acha in ka naam zuhair hai ? nice to meet you chunnay:kiss:
HH : tum bhi chunni ho yaar ![]()
konn sii acting ? main too koi naii bann raa:crying:
acha acha jo karna hay billi ke saath karooo:p mujhe na boloo:smack2:
shukreaaa shokiii dadaa ![]()
aappkii hamesha izzat ki hay mainn ne aur kartaa rahoongaa:blush:
aap ne apnaa naaii bataya:konfused: