aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa …Sallluuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuu i mean SAlman khaaaannnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnn …
hello shello……haye rey…choo chweeettt… …
aur jab woh us ko kehta hai k prem leine aa jaye ga nisha kop..kyun prem…hahaha aur jis terha woh jawab deyta hai k haan chala jaounga..aur ander se khush hota hai ..annnnnnneeeyyyyyyyyy ..
lu mere ilawa dosre ahm log se baat kur le aor rona ro rahe hu nashukrai log
acha ye tello kiahal hai??
abb tabyat kaise hai?
kal job pur nahee jana ? ya nikal diya unhoun nai bhi UNi waloun ke tarah
acha aik sawal… wo konse film the jis mai salman khan apnai asle naam kai saath aaya tha
mere liye woh log ‘ahem’ nahi they :halo:…is liye ro rahi hoon..waise agar ahm bhi hote tu bhi ro leyti…ab itnee salon baad agar kabhi awaz sunney ko mile tu anson tu nikal hi aatey hain na…teary1..waise dialogue acha hahi… i know i know ..
haan tabyat tu theek hi thaak hai..biryani khane k bad tu aur bhi theek thaak ho gaye aur phir gullo miyan khane k baad tu wah rey wah ho chuki hai ..aap ne kia kha kar ehsan kia hai :halo:..
nahi kal job per nahi jana..pata hai aaj mein 7 baje wapis aye thi job se..itni deir ho gaye thi …woh kia hia na k Log jane nahi dey rahey they blush..oh haan guess wat..next week im in Court for 2 days..…
aur aisi koi film nahihai jis mein Salman khan ka naam Salman khan hi ho..unless k special apperance mein as an actor hi tapka ho…:halo:..per woh kia hai na k sallu ji urf Salman khan hoonh..ko pichley sal hum ne talaq dey di thi..snotoy..waja agar mood ka mood howa tu bataoungi snooty…
abhi woh eik suit pehne gi jab raat ko ghur per sab k sath beithi hoti hai ..chiiiiiiii :yukh:..zaher lagta hai mujhe us ka woh suit…
haan maye ni maye wala acha hai ..woh bhi KISSI waja se blush…aur mujhe us ka eik aur acha lagta hia…jab pooja mar jati hai na ..aur woh bachey ko sula rahi hoti hai..jab anupam kher bonga jahil us ki shadi ki baat karta hai rajesh se…..jahil aadmi bailan..tub jo us ne pehna hota hai..light greenish sa…aur eik aur jab woh mehendi lagva rahi hoti hai ..shadi k liye jab tayyar ho rahi hoti hai.jab us ki dost card padhti hai…us waqt jab woh stairs se utarti hai..tu bophat pyara lagta hai..dekhna dkhna :rotato:…
7 bajai takk office main thein!! kion kia huwaa? kia pichlai week ka kaam khattam nahen kia tha!! itne dair takk naheen ruktai hoonh aor ghar kaise puhnchein thein???
aor court kion ja rahe ho!! kis nai muqadma dair kur diya tum pur!! kahen “Sunye” nai tu naheen emotional demage ka (Brain demage tu wo pehlai he tha)
jawab ghallat hai… Sanam bewafa mai Salman khan apnai asal naam se he aaya tha, kal humare qismat kharab the tu dekh le … aor ye TAlaq kion hoe buttao sare tafseel
sare suits per dehan deine ki zaroorat nahi hai..tharkee fellow ..jitne kaha hai utne suits per dehan dein…bailan…aur Madhuri baji tu keh rahey hain na ussey …
kuch nahi chal raha…oh haan bhai chal raha hai :halo:…chal chal kar pehle hi adha hai aur adha hojaye ga aaj..…
aur ji nahi aisa risk nahi ley sakti mein…5 min k liye aneyk chakar mein 5 ghunte nahi beithna mujhe wahan..chalako maasi ..
haan agar Prem hote tu aa jati……
aaj mere saath bohat hi aala kism ki story howi hai ..jis ko agar mein ne dobara yaad kia tu phir se wah rey wah hojaye ga ..ab agar pooch hi liya hai tu bata hi deyti hoon..rehm bhi tu aa jata hai na eik tu smack..woh na office ka bottom lock bohat hi aqalmund ne drop kiya howa tha..mere paas vadio wali key nahi thi..us k liye..mere paas sirf darvaze ki thi..adha ghunte bahar khada hona pada mujhe mad..phir mein ne un Solicitor ho phone kia woh Court mein thi..ophone bund tha mad..phir mein ne soocha k ab mein aur tu intear kar nahi rahi..woh gana bhi ga liya tum bin jiya jaye kaise..smack..woh situation hi aisi ban gaye thi..mein bahar khadi thi aur barish horahi thi tu woh gana yaad aa gaya aur gane k sath sath WOH bhi..teary1,.khair phir un Solciitor ka ophone aya k woh tu deir se aye gi apne hubby huzoor ko bhej rahi hain takey woh darvaza khol dein samck…itni deir mujhe un ki eik dost k ghur jana pada jo whaeen rehti theen…phir us ghur kis hoba badhaye..snooty..aur hubby bhai sahab itne aqamund..mein 45 mins us ghur mein beithi rahi..un uncle se aa kar darvaza khol bhi diya aur phone bhi nahi kia k darvaza khol diya hia..aur meinkhamakha phone k intzar mein gane gati rahi @:@…
khair yeh tu bohat vadi katha ko chutko sa kar hi bataya hai :halo:…lekin aaj kaam bohat tha…baqi tafseel nextpost mein batati hoon..warna post dekh kar hi heart fail na hojaye bade miyan ka.... per poocha tha na ab bhugto snooty.
hai aaa… :p..jab woh ati hai yeh awaz aye gi peechey se…shart laga lein ..
mama ji eik baar aur woh shair padhi ga plz..kia baat hai miyan bade shayari k mood mein ho ..mama once more..(mama hi hota hai na? haan bus mama hi hota hai..nahi bhi hai tu ab hai..snooty…precise lines kia theen bailan…
aur haaannnnnn ab woh scene aye ga..hahahaha…jab woh ander ata hai aur woh sab us ko bahar nikalte hain..aur jab woh darvaze se sab ladkiyan salman ko nikal rahi hoti hain tu madhuri side mein khadi ho kar chchch karti hai..aur woh kehta hai tehro..kia hai..hahahahahahaaaaaaaa..…choooooooooo chwwwwwwwwwweeeeeeeetttttttttttt teary1…phir woh gana ata havar deewana hula..
aur kyun aaoun msn per..kia hai wahan..zara bolo bolo tell tell …
haan tu meinkia keh rahi thi..haan mein ghur waise hi aye thi jaise aati hoon :halo:..bus per…aur pata hai jab ghur aye tu ghur mein bhi wohi hal..koi darvaza nahi khol raha tha ..mein ne papa ko itne ghusse mein phone kia..k yeh mazak ho raha hai mad..kehte hain k carpet k neechey keys hain ley lo wahan se…mein ne kaha wah takey koi chor aye tu hum welcome mat k neechey us k liye keys chupa kar rakhein..k aye aye aap ka hi intezar tha…bailan..
hahahahahaaaaaaaa ..ji nahii.. us ne tu phie himmat hi nahi ki dobara panga leine ki..us din mein ne ussey bohat ghusse mein danta tha..eek..mujhe khud vishwas nahi ho raha k itne ghusse mein kaise dant diya mujh jaisi rehm dil ne..per jo panga ley ga bhugte ga mad…
haan mujhe pata tha k Sanam Bewafa mein us ka naam salman hai..woh tu mein check kar rahi thi k aap ko kitna pata hai ..aur talaq kyun di thi..mad..is liye kyun k…kyun k…kyun k sas bhi kabhi bahu thi :halo:…
hai aaa.... : p..jab woh ati hai yeh awaz aye gi peechey se...shart laga lein :snooty :..
mama ji eik baar aur woh shair padhi ga plz..kia baat hai miyan bade shayari k mood mein ho ..mama once more..(mama hi hota hai na? haan bus mama hi hota hai..nahi bhi hai tu ab hai..snooty...precise lines kia theen bailan...
aur haaannnnnn ab woh scene aye ga..hahahaha...jab woh ander ata hai aur woh sab us ko bahar nikalte hain..aur jab woh darvaze se sab ladkiyan salman ko nikal rahi hoti hain tu madhuri side mein khadi ho kar chchch karti hai..aur woh kehta hai tehro..kia hai..hahahahahahaaaaaaaa..: rotfl:...choooooooooo chwwwwwwwwwweeeeeeeetttttttttttt teary1...phir woh gana ata havar deewana hula..
aur kyun aaoun msn per..kia hai wahan..zara bolo bolo tell tell :hoonh :...
[/QUOTE]
hehehe yeah ho gaya woh scene :D
*aapse sirf aapse hi to hum yeh gustaakhi kar sakte hi...
haha anneyyyyyyyyy..poata hai HAHK ki making aa rahi thi…aur yeh scene aap ki madhuri baji ka fav scene hai…:halo:…ache khase prem ko pani mein phaink diya bongi jahil …… haha aur woh pani mein ho kar bhi kehta hai…‘**** i love her’,…hahahahahaaaaa ..
hahahahaha
wo gana yaad aa giyaa “Aaaye aap ka Intezar thaa… dair lage aaane mai tumko shukar phir bhe aaye tu” aysa karo ye frame kurwa kur darwazai kai sath fit kurwa lo
tum nai ye phir bhe naheen bataya kai kis lia ja rahe ho court tumhara pehla case hai?? hai bechara jis ka bhi case prepare kia hai tum nai 100 200 dafa tu tum nai “Objection** me** lord” add kia hu ga
han han abb tu yahe kaho ge
Saas bhi kabhi bahu the!! kia kia keh rahe ho
haan tu kia karti..mein ne wahan se papa ko phone kia k ab kia karon ..papa kehte haink ghur aa jao..papa aur ammi eik uncle aye howey they sadiyon baad un ko airport chorne gaye they..mein ne kaha theek hai agar within 10 mins koi phone ya woh nahi ati tu mein aa rahi hoon..kyunk barish bongi bhi tu ho rahi thi ..per us ka phone within 5 mins aa gaya tha smack..
aur haannnnnnn guess wattt....mein bahar bellbaja baja kar aap ki omer ki hone wali thi..mein ne soocha k agar koi hota tu ab tuk darvaza khol chuka hota…kyun k 15 mins ho gaye they..mein ne wais ehi office k no, per phone kia tu no. busy....meri jo jaan nikli…eik dum haath paoun kapne lag gaye k ab kia karo..koi chor bhaijan ghuss chuke hain..per baad mein soocha k nahi shayad us waqt voice mail per koi msg chor raha ho..jate sath mein ne phone check kia ..2 msgs they..shukar ada kia mein ne…..wohi time mila tha un logon ko msg chorne ka…bailan
oh haaaaaannnnnnnnnnnn hahaha guess wat …Monday ko aa rahey hain woh…mere pita shri..hahahahaaaaa…photocopier ko phir chul howi hai..hahahahaaaaaaaaaaaaaaaaa rotfl..hahahaaaaaaaaa…