dum maaro dum…![]()
miT jaayaiN gham… :rotato:
…:rotato:
msn par aao na :D
kuch baat karni hai :D
![]()
msn pe nahi aa sakti…bhai paas hi betha hua hai ![]()
aap yaha hi kar lein naa ![]()
:halo:
![]()
Daghooo bhaiyya- kidher gayeib ho gaye hain?
![]()
![]()
![]()
yeh smiley nahi use karne ko kaha tha na ![]()
![]()
kesi ho?
tu aap kaha gayeib ho gaye the ![]()
BS- am fine…how are you?
kahi nahi gayab hua tha…
raboo online aayi thi…tumhara bahot intezaar kiya ![]()
ab is week uska aana mushkil hi hai…
![]()
pata hai ![]()
![]()
so what else happening?
mein abhi sone jaa raha hoon in 5-10 mins ![]()
poori raat nahi soya kal…and office se aakar bas 2 mins soya
soye kyoun nahi ![]()
nothing happening around here ![]()
neend hi nahi aa rahi thi till 5 am…uske baad aayi thodi but then mein soya hi nahi…
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
neend hi nahi aa rahi thi till 5 am...uske baad aayi thodi but then mein soya hi nahi...
[/QUOTE]
ahem ahm..kyoun..kon yaad aa raha tha? :p
chale gaye? ![]()
achaa am leaving too ![]()
Gupshup ko Allah Hafiz ![]()
Mein tu Agaie!
aap tu aa gayi but i have to go…![]()
Take care & Allah Hafiz ![]()