*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
ohh acha… :halo:
waisy wo saaf shafaaf jaga hai ya gandii hai?:ha lo: TV per pata nahi kounsii jaga dekha rahay thay.. koii jheell thee.. inii khobsurat lekin intihaii gandii :sma ck: itna ghuusaa aata hai na phir
lol.. GS kounsa dhang ka kaam hai bhai jaan : D
kabhi saaf huwa karti thee… mai pichle 7-8 years se wahaN naheeN jaa paara… waqt hi naheeN milta
TV par yaqeenan Jheel Saif ul Maluk dikha rahe honge… bahut hi khoobsurat jagay hai… lekin afsos hum log aissi jagho ko saaf suthra naheeN rakhte
aur mai ne kab kaha ke GS Dhang ki cheez hai… lekin phir bhi baaqi msg boards aur chat softwares se behtar hai… i guess… isnt it?
aap ne abhi tak dinner naheeN kiya … its too late …
mai ne kha liya… aaj aik dost ka Walima tha
*Originally posted by NO^RESERVATIONS: *
kabhi saaf huwa karti thee… mai pichle 7-8 years se wahaN naheeN jaa paara… waqt hi naheeN milta :bummer
TV par yaqeenan Jheel Saif ul Maluk dikha rahe honge… bahut hi khoobsurat jagay hai… lekin afsos hum log aissi jagho ko saaf suthra naheeN rakhte :smack
aur mai ne kab kaha ke GS Dhang ki cheez hai… lekin phir bhi baaqi msg boards aur chat softwares se behtar hai… i guess… isnt it? : -|
waisay ab tu nahi ho gee.. 7-8 saal mein sara naQsha hee change ho gaya ho ga:p
haan shayad wohii thee.. mera itna dil chahta hai ghoomne phirne ka .. Pak mein itnii pyari pyarii jagahien hain lekin kabhi kaheen gayee hee nahi mae:grumpy:
haan ye tu hai.. :biggthumb GS is best
*Originally posted by NO^RESERVATIONS: *
aap ne abhi tak dinner naheeN kiya :ee:… its too late … :bailan
mai ne kha liya… aaj aik dost ka Walima tha :yummy
haan na
Mama baba aaye hee nahi abhi tuk
wow.. shadii per bhee gaye ho ge ap ?? mae aaj tuk kissi shaadii per nahi gayee even apne bhaiyo ki bhee attend nahi ki
p.s. BRB
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
waisay ab tu nahi ho gee.. 7-8 saal mein sara naQsha hee change ho gaya ho ga:p
haan shayad wohii thee.. mera itna dil chahta hai ghoomne phirne ka .. Pak mein itnii pyari pyarii jagahien hain lekin kabhi kaheen gayee hee nahi mae:gru mpy:
haan ye tu hai.. :bigg thumb GS is best : p
haaN yahi suna hai logo se ke sab kuch badal sa gaya hai :halo:
jab bhi Pakistan aao… Northern Areas ka trip zaroor lagaana… Galiyaat, Shogran, Naraan, Jheel Saif ul Maluk, Lalazaar, Swat, Chitral (specially Kailash Valley AKA Kafiristan)… agar nature dekhni hai tau woh yaheeN hai… :love:
mujhe hairat hoti hai jab log bahar se Pakistan vaccations par aatay haiN aur phir saara waqt Lahore, Islamabad, Rawalpindi ya phir Karachi mai hi zaaya kar daite haiN…
har waqt shopping, shopping aur buss shopping :halo:
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
haan na
Mama baba aaye hee nahi abhi tuk :sm ack:
wow.. shadii per bhee gaye ho ge ap ?? mae aaj tuk kissi shaadii per nahi gayee even apne bhaiyo ki bhee attend nahi ki
p.s. BRB :wav e:
baarat Islamabad gai thee… issliye mai naheeN jaa paaya… sirf walima attend kiya… khaana jo tha
bhayiyo ki shaadi bhi attend naheen ki
unki shadi Pakistan mai hui thee kya?..
… Ilúvatar saahib… kaisse hain aap?..
K_Khan
July 19, 2004, 8:02pm
48450
Allah Ka shukar hai, Aap sunao kia hal hai?
Aaj iss waqt online khair tu hai
bataya tau tha… bhool gai?..
K_Khan
July 19, 2004, 8:09pm
48452
[QUOTE]
*Originally posted by NO^RESERVATIONS: *
bataya tau tha.... bhool gai?.... :-|
[/QUOTE]
oh Haan... Bhai holidays pur gia hai :D
aor kaise guzar rahe hai? weekend kaisa rha?
hmmm… ab aayee na gaaRi station pe
achi guzar rahi hai … weekend ghar par hi raha… aaram kiya aur match dekha… cricket ka
aapka kya program raha ?..
K_Khan
July 19, 2004, 8:16pm
48454
*Originally posted by NO^RESERVATIONS: *
hmmm… ab aayee na gaaRi station pe
achi guzar rahi hai … weekend ghar par hi raha… aaram kiya aur match dekha… cricket ka
aapka kya program raha ?..
aray Maal garde thee na! araam se he aate hai
weekend pur mazai kiyai.. Saturday ko 9:00 PM pur su kur uthaa..
Sunday ko bhe aram se utha .. Phir Daagh kai ghar gae aor BBQ kia
hmmm… means weekend khoob enjoy kiya…
Daagh aaj nazar naheeN aa rahe… aur aap bhi bhais badal kar aaye haiN… dono ne kissi ka qarz daina hai kya?..
BRB… mai zara apna Nicotine Level high karke aata hooN…
K_Khan
July 19, 2004, 8:23pm
48457
*Originally posted by NO^RESERVATIONS: *
hmmm… means weekend khoob enjoy kiya…
Daagh aaj nazar naheeN aa rahe… aur aap bhi bhais badal kar aaye haiN… dono ne kissi ka qarz daina hai kya?..
:roftl: han bhai .. abb qarzkhuwahon nai iss thread takk ka rasta dekh lia hai PM kur kur kai qarz wapis mangtai hain
iss lia tu DUNU he aaj bhais badal kur aaye hain.
Daagh abhi dinner kur rahai hain..