To Karo Na, Kis Ne Roka Hai ![]()
mae bhee fine shine tine hooo:hula:
kia ho raha hai ![]()
Yehin Par To Hon ![]()
pakki baat hai na? ![]()
White Lie ![]()
Thanx :k:
Mein Theek Hon ALLAH Ka Karam Hai ![]()
U Tello ?
tu phir bol kio nahi rahay ![]()
Tum Or Tumhari Shine ![]()
Aik Din Wine Daal Donga Mein ![]()
Kuch Khas Nahi, Mirc Par Chatting Kar Raha Hon ![]()
Bol To Raha Hon ![]()
Sunaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa ![]()
haw hayee:smash:
chatting k ilawa kuch aur bhee ker lia kero aap
![]()
**DaaAaaghoo uncle ** kahan ho ![]()
nahi suna ![]()
kaan kharab hain mere:mocking:
Chatting K Ilawa Bhi To Kar Raha Hon Mein ![]()
Abhi Song Sun Raha Hon Isha Kopikar Ka :love:
I Guess Ye Chaie Peenay Gaye Hain ![]()
haan yahi hoon
coffee lene gaya tha :halo:
hmmm so aur kya chal raha hai???
To Ilaaj Karwao Yahan Par What Kar Rahi Ho ![]()
Meri Mama Ne To Har Cheez Ka Test Lena Hai ![]()
kia ker rahay hain.. bongiyaan hee maar rahay hein mere khiyaal se:nahnah:
ye koun mohtaram hain ![]()
lol.. jee nahi daagho ucnel coffee lene gaye thay chay tu mae ne pee hai ![]()
bata ker jaya kerien na.. hameesha bataye baghair gum ho jatay hain ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
bata ker jaya kerien na.. hameesha bataye baghair gum ho jatay hain :(
[/QUOTE]
humare plans hi itne instant bante hai ki pata hi nahi chalta :p
mera kaam thorii hai ilaaj kerwana.. mere amma abba se kahien ![]()
Koi Bongiyan Nahi Maar Raha Tha Mein, Haan Laikin Ab Maronga :biggthumb
Ye Indian She Hai, Girl Friend Mein Heroen Thi :love:
Saray Hi Ab Yahan Charsi Milay Hain Mujhey To Mein Kiya Karon ![]()
![]()
bus theek hai ab mae bhee baghair bataye bagh jaya kero gii ![]()
waisay ye kamo uncle hein kahan
aur match ka kia bana?:o
heheheh theek hai le lo badla ![]()
Kamo so rahe the…abhi chicken lene gaye hai…uske baad woh humare wahan haleem banayege ![]()