Daaaaagho uncle ![]()
mae abhi abhi ayee hon aur bus kul se behter ho..
ap sunayoo..
kia haal chaal hian,.. ![]()
Daaaaagho uncle ![]()
mae abhi abhi ayee hon aur bus kul se behter ho..
ap sunayoo..
kia haal chaal hian,.. ![]()
oh wah good good
mashaAllah
aise hi khush raho bachii yeh tumhari age nahi hai tension lene ki :halo:
abhi ek naya song post karta hoon… Aksar…achcha hai kaafi
hehe.. ab khair itnii bhee chooti nahi hon :nahnah:
ahem.. kounsii movie ka hai… :o
aray haan.. wo jo song hai na chittii na koi sandais wo dushman movie ka hai.. aaj lagii thee na :halo:
hehehe ho bahot choti hi hao :halo:
movie ka nahi hai album ka hai :halo:
haan Dushman…movie was not that good…i hate that postman…dekh kar hi itna gussa aata hai uspar ![]()
jee nahi jee.. barii hon mae ![]()
oh acha
kis ki album hai. indian or Paki??? :o
postman kounsa wala?
mae ne movie nahi dekhii:bummer: mujjhe tu pata bhe enahi tha k movie lagay gee ye wwali.. wo tu mama ne lagaya jub tu wo song aa rha tha :love:
hehehe chalo theek hai maan lete hai :halo:
indian album hai…but international singers bhi hai Blue and Mel C and Samira Syed…
woh postman ko Kajol ka murder kar deta hai ![]()
ye hoee na baat ![]()
ye jitne names likhay hain kissi ko nahi jantii mae
.. han wooo.. bara he fazool shaks hai ![]()
waisayyy suna hai raat ko aap phir dair tuk jaagtay rahay ![]()
kisse suna ki mein jaag raha tha ? ![]()
waise haan subah 6 baje tak jaag hi raha tha ![]()
BewaQoof :halo:
bus mujhe pata chal gaya hai ![]()
kion.. raat Allah Tallah ne soonay k liye banaii na k jaagne k liye ![]()
:halo:
hehehehe ![]()
haan but mein kal poora din sota raha na…so raat ko jaagta raha
aur aaj bhi mein 1 baje tak sota raha…so ab phir poori raat jaagta raha…
![]()
Hello Guyz ![]()
Daagho uncle ap log naraz ho kia? ![]()
Haan Bachi Aa Gaya Yahan Par. Bolo Kiyon Bulaya Hai ![]()
boht ghalat baat hai.. subh jjaldii utha kerien aur raat ko 12 bajay k baad na jaga kerien .. suna ![]()
warna mae aunty ko shikayat lagaounn gi ![]()
bewaQoof
![]()
how r u ???
baatien kerne k liye bulaya haiii ![]()
kahan gaye sub ![]()
I M Fine By Grace Of Almighty ALLAH :swt:
Tum Tello Kaisi Hoying Or What Karing ![]()
heheh
nahi na
BQ
kaise ho?