Where are you ...

Thanks, OK I am here, dekhain kab tak moqa milta online rehnay ka. :slight_smile:

:blush:
Hum bhagay tu nahee thay, ba’qaida sub ko Allah Haafiz kaha tha haath bhi zor zor say hilaya tha :stuck_out_tongue:

…:rotato: i am back :smooth:
hello shelllo :salam:

mujhe tu haath nahi hilaya :bummer: :bailan:

hameesha 10 min baad ya tu BRB keh dete ho ya AH :smack:

:eek::smash:

Welcome Back!

Welcome back:hula:

kahan bhaag gaye thay:rocket:

zara shopping karnai gia tha.. :frowning:
aa gia abb, having mango shake :yummy:

kia karoon koi na koi call aa jaati ya kuch na kuch kaam hota, Ainda ehteeyat karoon ga keh khaas kar aap ko zaroor theek tarah say bye shye hug shug ker kay jaaon :stuck_out_tongue: Theek

ghunte ka? kia mutlub…:konfused:… aap ki koi cheez itni choti ya asan nahi ho sakti jis ka ghunte mein ilaaj poora ho jaye :halo:..

ab tu agar yaad nahi karna chahte tub tu mera farz ban gaya hai aap ko yaad dilana…tu woh MELA film ka gana tha…:mocking:snooty…Twinkle Khanna, AMir aur us ka namoona bhai jis ki performance Oscar Winning hoti hai..:halo:

abhi tuk tu nahi howa kuch haalt-e-zindagi ko./.per jin jin ki sohbat mein hoon aisa tu ho nahi sakta k un ki sohbat mein kuch ho na..:halo:..

haan dekh li ga Yuva…cheater tu hain hi…bailan

kyun sunaoun…ab tu nahi sunaoun gi…(snooty.

W/Salaam, kaisee hain aap, kia ho raha hai?

tu bata ker nahi ja sakte thay kia :smash: mae ne kuch thorii mangwana tha:snooty:

mango shake:love: mae ne abhi abhi chaye pee hai :bummer:

Laholwala Quwat :smack:

koii haal nahi ap ka:bailan:

waisay callz kis ki aateen hein? :expressionless:

mai theakh thaakh, bas abhi zara grocery waghiaira ke shopping kur kai aaya houn :bummer:
aap sunnai kia haal chal hai?

GHUTNAAAAAAAAAAA means knee :smack: jahan dimaagh hota hai woh

arghhhhhhhhhhh kya movie yaad dila di :yuck: itni bakwaas and itni boring…Tina ko waste kar diya poore movie mein

saade naam rahoge to aish karoge saade naal…ho ho saade naal :halo:

haan agar kisi desi area mein gaye to le aayege DVD…waise shayad B’ham ka pln ban jaye :eek:

Maheenoon yeh 1 dum brb per kyun chali gaye ho…:bailan:…hahahahahahahahahaaaaaaaaaaaaaaaaa…lo ab mujhe khamakha hasi kyun aye hai…:rotfl:…chalo ab agar aa hi gaye hai tu banda dil khol kar hasey hai na na..hahahahaha…

aur jis ne bhi tumhey yeh jhooti khabar di thi k mein tumhey miss kar rahi thi ..tu forun yeh ghalat fehmi apne nanhey se nikal do..aisi koi baat nahi hai..tauba tauba nono4

aur yeh poocho k Yuva mein kaun kaun nahi hai..:halo:…us mein tumhare 3 jeejos hain…blush..Abhisek Bachan, Ajay Devgan n Vivek ji…blush..

Bewafa poostan insan..:bailan:…sone k ilawa aur bongiyan marne k ilawa koi kaam nahi hai zindag mein is ko..
aur aaj tuk tu mujhe vivo per rehm ata tha..ab apne aap per bhi ana laga hai yeh sooch kar k tumhey meri behan banney ka kitna shauq hai…per pichle janam mein koi punney kamaye hoongay jo tum meri behan nahi bani..bummer(..

lu mujhai kia patta tha… agar mangwa laitein tu? Qatar kaisai jata??
chae tu mai aik du ghantai baad pion ga :stuck_out_tongue:
PS: did Lycos worked? :halo:

wo tu mae hoon:blush:

bhala ab mere haath kaam kerne k liye tu nahi banay na.. wo tu typing kerne k liey hei :silly:

tsk tks.. soch lu samajh lu.. vivo per tars khaou ya apne ap per.. :wink: :stuck_out_tongue:

bahot hansi aa rahi hai tumko :halo:

:-s

:hehe:

Ssshhhhhhhhhh!!!

:slight_smile:
Bas kaam kay silsilay mai hee hoti hain calls. Warna aur kon karay ga humko call.