Hum ko jo acha lagay ka kahain gay, aap ko bura lagta tu aankhaiN aur kaan close ker leeya karo
HHuuuuuuuuuuu ![]()
Bhaee insan jab bhi milta hai tu akhlaqan do chaar rasmi kalemaat tu bolta hee hai na, ![]()
back ![]()
haw hayee.. chalien bol liya kero ap ye
![]()
ap rasmee batoo ko choor dien .. aur dostii batien kerien ab;)
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Aameen, Shukriya Allah sub ko khush rakhay Aameen.
Bas yahan aaj kal itna kaam shaam nahee hai, Summer main kaam itna nahee hota, bas kabhi kabhi koi kaam aa jata tu jana paRta hai.
[/QUOTE]
Ameen
Acha to jab kaam hota he tab Office jahteiN he warna nahin..wah kia baat he..
Hum to chahein kaam ho ya na ho humhein to roz jana pardta he..:(
Welcome Back!
Welcome back..![]()
kesi he Maheen jee?
OK Shukriya is meharbani kay leeay HHuuuuuu. ![]()
OK chalo aap shuru karo koi baat ![]()
Maheenu:p
haha uāre welcome ![]()
mae kia boloon:bummeR: ap bolo kuch? kia ho raha hai? subh kub hoee? lunch mein kia khaya:halo:
[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *
Ameen
Acha to jab kaam hota he tab Office jahteiN he warna nahin..wah kia baat he..
Hum to chahein kaam ho ya na ho humhein to roz jana pardta he..:(
[/QUOTE]
Nahee jatay tu roz hee hain, warna paisay kon dey ga, haan bas kabhi office ja ker bhi kuch kernay ko nahee hota, aur kabi sara din itna kaam keh sir khujanay ka time bhi nahee milta. Waisay itnay mazay sirf summer mai hee hotay hain, Fall say phir kaam bohat ho jata hai. :)
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Nahee jatay tu roz hee hain, warna paisay kon dey ga, haan bas kabhi office ja ker bhi kuch kernay ko nahee hota, aur kabi sara din itna kaam keh sir khujanay ka time bhi nahee milta. Waisay itnay mazay sirf summer mai hee hotay hain, Fall say phir kaam bohat ho jata hai. :)
[/QUOTE]
Haan yeh to he..kishi se paise lehne itna ashaan nahin..kaam to karna pardta he..:(
wese aap ki job kia he??
Subah rozana kee tarah 5 bajay hee ho rahi hai aaj kal. Nashta keeya aur lunch ka time abhi hua hee nahee
Iswaqt tu subah kay 9:40 am ho rahay hain. Aur kyu nahee bol sakti bolo na kuch tu bolo aap. ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *
Haan yeh to he..kishi se paise lehne itna ashaan nahin..kaam to karna pardta he..:(
wese aap ki job kia he??
[/QUOTE]
I work as an Application Developer in a University.
Chale WiseGuy jee aap baat kijye ..hum chalteiN he ā¦kuch kaam he us ke baad chuti ā¦![]()
Inshallah pher baat ho giā¦tab tak ke liye apna khayaal rakhiye gha..
Khuda hafiz ![]()
Thanksā¦how are you?
Nayab- am fine..aap kaisi ho sis? ![]()
HH- kaha dafaa ho gayi ho? ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Maheen2002: *
Nayab- am fine..aap kaisi ho sis? ![]()
Me bhi theek ho..Thanks..![]()
Sorry sis abhi hum ja rehe he ā¦isliye aap se baat nahin ho sakhein giā¦I hope aap naraaz nahin ho gi..Inshallah pher kabhi baat ho gi..take care
![]()
Hum ko bhi bohat acha laga, Khuda Haafiz
Alhamdo Lillah I am fine, aap kaisee hain? Kia ho raha hai, sir dard ab kaisa hai. ![]()
OK Guys take care all.
Allah Haafiz ![]()
ahaan.. itnii subh uth kaise jatay ho aap:bummer:
mae 10:30 per uthii.. breakfast kiya phir lunch kia.. aur us waQt se ab GS ker rahi honL:D