Where are you ...

aur nahi tu kia.. tumhein shuk hai kia :halo:

Salaam un Alaikum,
Kaisay mizaaj hain aap logoN kay?

Assalaam alaikum ..:wave:

:wsalam:

Nayab jee and WG

kaise hai aap log?

W/Salaam Nayaab kaisee haiN aap?

Me to bilkul theek ho ..:slight_smile:

Aap kese he ??

Alhamdo Lillah bohat achay haiN, aap sunain kaisay hain aur kia ho raha hai?

[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *

Me to bilkul theek ho ..:)

Aap kese he ??
[/QUOTE]

i am fine shine as well

Allah ka shukar hai...

bas abhi lunch ke liye jaana hai :)

Me bilkul theek tak…Aap sunahein..aap kese he ? Hum dono ne aik sath hi likha is thread me..humhe to aik sath wish karni chahiye..:nahnah:

Wisuuuuuu:wave:

ki haal ai?:smiley:

[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Alhamdo Lillah bohat achay haiN, aap sunain kaisay hain aur kia ho raha hai?
[/QUOTE]

hum bhi theek thaak...Allah ka karam hai

aur kuch nahi...thoda kaam...thodi baatein :)

Jee, bohat achay hain Allah ka shuker hai, aur kia ho raha hai aaj kal?

HHuuuuu :smiley:
I am fine shine, :alhamd: Aap kaisee ho kia ho raha hai.

Lunch woh bhi is waqt…:confused:

Lunch ke liye late nahin ho gaya …!!!

Masha Allah :k:

:smack: hhuuu nahi:smash:

mae fine shin hoon :hula: aur GS ho raha hai.. ap sunaye.. office mein hain ya aaj bhee chutii ker li:p

[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Jee, bohat achay hain Allah ka shuker hai, aur kia ho raha hai aaj kal?
[/QUOTE]

Allah Talha humhesha aap ko khush aur sehet-yaab rakhein Ameen

Aj kal to wohi ho raha he jo roz hota he..Abhi office me ho..Kaam aj subha se bohot zyada ta isliye waqt hi nahin milha GS par anhein ka:(

Aap sunahein aap kia kar rehe he?

aray HHuuuuu acha lagta hai na :slight_smile:
GS ho raha, koi nai baat bataao aap, yeh tu roz roz hee hota hai :stuck_out_tongue:

nahi na hearto ziada acha hai :stuck_out_tongue:

roz roz mae yehii kertii hon.. ap pocha na keroo na :bailan::smiley:

[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *

Allah Talha humhesha aap ko khush aur sehet-yaab rakhein Ameen

Aj kal to wohi ho raha he jo roz hota he..Abhi office me ho..Kaam aj subha se bohot zyada ta isliye waqt hi nahin milha GS par anhein ka:(

Aap sunahein aap kia kar rehe he?
[/QUOTE]
Aameen, Shukriya Allah sub ko khush rakhay Aameen.
Bas yahan aaj kal itna kaam shaam nahee hai, Summer main kaam itna nahee hota, bas kabhi kabhi koi kaam aa jata tu jana paRta hai.