Where are you ...

I am fine, aap kaisee ho :slight_smile:

lol.. kio khair tu hai?:flower1:

tabiyaatt kharab ho gayee hai kia:smack:

Salaam KK, kaisay hain aap ?

ohhhh ws ws jeete rahein, khush rahein, dodein nahaye, pholein phalein…oh ho logoon chalo ab seedhi terha beith jaoo..Mr Kamo k hum omer urf buzurg log aa gaye hain…:p..

kia hal hai buzrugoon…waise baat sunain..aap ko jane ki kuch zyada hi nahi akhir aa jati :hoonh:..Us din jin din hamari pehli dafa baat howi thi..us din mein patar patar kar rahi thi jis din aap Allah hafiz kehte sath chaley gaye they…hoonh…aap ko pata nahi hai yahan ka asool hai..1 dafa bye shye karne se kuch nahi hota..taqreeban 5, 6 bar kar k jate hain…:halo:

pagal kaisai hu gia… :konfused: ooh acha ussai Puppy na kaat lia tha na … Injection lagwa laitein tu nahii houta .. :frowning:

challo gud… maths kai test ka kia huwaa… :expressionless:

mai bas farigh baitha houn yahan aor kia kurna hai… abhii ja kur cooking kurnii hai …

jee nahi jee devil nahi hoon mae angel hoon jo 24 ghantay tumhare aas pas rehtii hoon tumhien sudhaarne ke liye :halo:

uff.. satiyanas maar dala hai mahavaray ka :smack:

theek thaak hoon..:hug: tum sunaoo?:snooty:

Wiseguyyyyyyyyy: am fine shine.. ap sunao.. kia chal raha hai??? :slight_smile:

han may ja hee raha hoooon
:frowning:

asye he kuch karnye ko jee cha raha tha to ider aya muj ko kia pata tha
kay ider kay loooooog bhi hum ko bagayen gaye

aye mayre dil kahyen aor chall
gam ke duyanya say jee bhaar gaya :crying:

injection kaise lagwatii koi bhee nahi le ker ja raha tha hospital :smack2:

maths ka test nahi howa:hula: sir ko yaad hee nahi tha :blush:

farigh tu ap roz hee hotay ho :p.. aur daagho uncle kahan hien??? :expressionless:

Wsalam … kia haal hai janab… hum theakh thaakh *filhaal.. pur abb RAboo aa gaeee hai * :halo:

kia hu rha hai? aabhii office mai hii ho?

:frowning:
Aray tu yeh usool aur qawaneen hum ko nahee pata na, acha kia aap nay bata diya, ab maloom ho gaya, ab dekheay ga, Allah Haafiz karnay kay baad bhi half an hour tak baitha rahoon ga, patar patar tu baat nahee ker sakta aap kee tarah, but phir bhi koshish kerkay kuch na kuch jawab likh hee doon ga, waisay meri aadat bilkul nahee keh lambay lambay messages type karoon, kyu keh mai intehaai kum bolta hoon. :halo:
PS: Kaisee hain aap kia ho raha hai, aur kyu ho raha hai :smiley:

Brb :smack:

nahi hia lol kia kai zaroort thee bewafa ho tum :stuck_out_tongue:

Hum bhi Masha Allah say bohat achay hain, :alhamd: aur kuch bhi nahe chal raha, am at work. bas its busy like every Monday, but aap logo kee yaad aati tu chala aata hoon yahan :slight_smile:

abhi tu bataya hai k kaise zabardasti register karvaya unho ne…miskeenon jaisi shakal ley kar aa jate hain..aur poori details leytey hain…pehle tu mein dey nahi rahi thi k pata nahi shayad Usama Bin Laden k kuch lagde hoon..hoonh..per phir dey di..kyun k Usama ki goron se dosti nahi howi abhi..:halo:…haan mein ne kaha tha k mujhe nahi register karna..im not interested…per woh therey gorey..kissi ki baat manna tu shan k khilaf hai na…mad..

MSN slow tha…haan tu baba ji beithey hoon gay na,.,hum tu aye hi nahi they.,.:snooty:..kal sirf kamre per hi ehsan kia hum ne..KUCH kar rahey they snotoy

oh Uni ka kaam kar rahey theyaur TV bhi dekh rahey they..chalo phir bhi woh gana ga hi leytey..:-P..aur phir chicken..8smack*..Allah rey kuch din baad aap waqayee mein kukdo koon karte nazar ayein gay GS per..:smack:

Alhamdo Lillah haal tu theek hain, aap sunaain kia ho raha aur kaisay haal chaal hain?

yeh Brb kee aadat aap ko bhi hai :blush:

oh dekha na… abb kia hu sakta hai…:bummer:

Yaad hii nahii aaya wah wah kia baat hai tumharai Sir kii … :hoonh:

Daagh ka MUJHAI tu abhi patta nahii KAHAN busy hain … :halo:

[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Salaam Hammad choozay, kaisay ho aap ab?
[/QUOTE]
yaar ekk daam set tha kal pata nahi aj kia ho gaya hia
bhooooooooot tabyet kharaab ho gaye
kahirrrrrrr
hru
duayee magfeeret for me in advacne :)

Good Masha Allah ab behtar dikh rahay aap. aur Dua e Maghfirat kaisay ker sakta aap kee :mad2:

nahi karoo
wasye kal hoon na hoon :frowning: