gadhii
ye saara song panjaabi mei nahi..bus kuch lines hain…listen to it..its very good ![]()
bata chuki hoon pehle..last paga pe tumhe ![]()
gadhii
ye saara song panjaabi mei nahi..bus kuch lines hain…listen to it..its very good ![]()
bata chuki hoon pehle..last paga pe tumhe ![]()
and for Daagh… its Shah Rukh Khan of “mai hoon na”… ![]()
PS:woh mai in advance clarification kar di thee… ![]()
umeed hai issi liye tu zinda hien :halo:…
waisayhee.. ![]()
![]()
mae ne koun sa suna howa hai ya mujhe ilhaam hona tha ke hindi bhe hai
.. ayween mien gadhii bola ![]()
mae ne nahi parha. doubara bataou ..![]()
*arey deewaano
mujhe pehchaano
kaha se aaya main hoon kaun???
main hoon main hoon main hoon … Daagh :halo:
*
![]()
HH: ab tu rabooooooo khush ho jaye gii..hai naa :halo:
![]()
![]()
aaayiye… aa jaayiye… aa bhi jaayiye
yu’n na reh reh ke hamain… tarpaayiye… :rotato:
waisse lambi umer hai aapki… abhi abhi aapka zikar huwa tha ![]()
![]()
yeh kya ho raha hai yahan
aur N^R yaar tumne shakal nahi dekhi na meri …nahi to yeh kabhi na kehte ![]()
main aisa kyoon hoon ---------- > ![]()
main aisa waisa jaisa bhi hoon kyon hoon
hindi bhi urdu ki tarah hi hai iss song mei
ayween mei tu nahi bola ![]()
![]()
kia mutlab?![]()
Daagho uncle: Welcome backk
..
main vekkha :halo:
aur koi gaana shaana post karo ![]()
yeh kisska naam le diya aap ne… :o
waisse iss mai unke khush honay wali kya baat hai?.. ![]()
thanks bachii ![]()
kaisi ho? khana khaa liya? kya khaya ? ![]()
haan na lekin punjabhii tu hindii jaisee nahi ![]()
tupid ![]()
N^R dun be sad ![]()
![]()
![]()
yeah kha liya
palaaou khaya
and aalo /gosht salan
.. with lussi :love:
![]()
kya chal rhaa hai? kal kya kar rahe ho??? hum aa rahe hai
tum bhi pahoch jaana Kebabish at 6pm ish…aur koi bahana nahi chalne wala ![]()
pagal..be-samajh ho tum
![]()
P.S: mujhe bhi lassi peeni hai :o