*Maut se darr nahi lagta mujh ko sirf tum se judaai ka darr hai.. *
:halo:
*Maut se darr nahi lagta mujh ko sirf tum se judaai ka darr hai.. *
:halo:
nahi burii baat tu nahi hai mae waisay hee hairan ho rahi thee ![]()
phir bhee kaha tu tha na.. beshuk sona nahi hai ap ne mgr kaha tu :o
acha ye batayien ap Qatar kub aa rahay ho?
[QUOTE]
*Originally posted by NO^RESERVATIONS: *
mai bhi theek.... Allah ka shukar hai ... :rot ato:
you know wat.... whenever i see your nick... who comes in my mind?..:-|
[/QUOTE]
good good :)
who? :-|
judai ke baad milan bhi hoga, tum ko kyun fikar hai … :rotato:
![]()
*Maheeve
Mohabbatan sachiyaan ne
Mangda naseebaan kuch haur hai * :halo:
chalo… tussi kahnde ho te theek hi hossi … :halo:
Qatar tab aaoonga agar yahaa’n par job na mili tau… ![]()
filhaal tau Qatar Govt. ne Pakistanis par visa bhi band kiye huwe hain ![]()
Mahima Chaudry… :halo:
dont know y?.. ![]()
by any chance… do you look like her?.. .![]()
![]()
mahi mahi mahi..mei nu challa pawa de
khich meri photo te batwe vich laa de
:halo:
hayeen ye hossii kia hota hai?![]()
ohh acha!! ![]()
haan vissa mushkil se milta hai
pakistanis ne yahan khud ko itna badnaam jo kerwa diya hai :halo:
thats weird ![]()
pata nahi…i don’t think so :rotato:…
ye kia gana likh diya hai ![]()
sarr ke oper se guzar gaya! :halo:
hossi means … hoga… waisse my punjabi is not good :whistiling:
aur Pakistanis ne Qatar mai kuch ghalat naheen kiya… sab US ke kaam hain ye ![]()
mujhe nahi lagta milan mumkin hai ![]()
![]()
yeah … its weird na :halo:
for Dania_2000… there comes Preity Zinta ![]()
and for Pagaldeewani… its Juhi Chawla … :rotato:
PS: mai pagal naheen hoon :nono:
hmm yanii ap ne khud tukka mara hai ![]()
US ke kaam hien lekin lagtay tu sub ko Pakis ke hien na
bechara hamara mulk. fazool mien badnaam ho gaya howa hai :halo:..
tum ne nahi suna…
itna acha gaana hai
Kismat film se…
translate karoon :nahnah:
mujhe punjabii nahi aandii :halo:
sunnay ka kia khaak faida phir ![]()
aur kia ker rahi ho ganay sunne k ilawa ![]()
umeed pe duniya qaim hai … consistency is the key :k:
waisse mumkin kyun naheen lagta … ![]()
coooool ![]()
mei ne aap ko pagal kab kaha? ![]()
translation ke baad kaafi funny hoga na … ![]()
mere mahi, mujhe angoothi pehna de
meri tasveer khainch ke batwe mai rakhwa de… :rotato: