hehe.. inshaAllah.. insaan ko achay ki umeed rakhnii chahiye… ![]()
Nancyy ![]()
hehe.. inshaAllah.. insaan ko achay ki umeed rakhnii chahiye… ![]()
Nancyy ![]()
:whistling
*aate jaate, hanste gaate
socha thaa maine mann mein kai baar
wo pehli najar, halka sa asar
karta hain kyon is dil ko bekaraar
ruk ke chalna, chal ke rukna
na jaane tumhe hain kiska intezaar
tera wo yakeen, kahi main to nahi
lagta hain yaheen kyon mujh ko baar baar...
*
meri haalat par aapko hansi aa rahi hai ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Nancy Drew: *
kioon? :)
[/QUOTE]
aanay ka time naheen mila hoga na :(
![]()
you know Daagh… this is one of my favourite songs :rotato:
achcha ![]()
mera bhi one of the fav hai…chalo jo aur fav hai woh bhi post karta hoon ![]()
yeah … Pashto mai ek masal hai…
guRa guRa kawa, khwla ba de khwaga shee
PS:means… guR guR bolo,moonh meetha ho jaayega :halo:
Daagho uncle ap aye aur hum ja rahy hain ![]()
Allah Hafiz everyone
…
kyon jaa rahe ho ?? ![]()
kab aaoge wapas ![]()
Allah Haafiz ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
achcha :D
mera bhi one of the fav hai...chalo jo aur fav hai woh bhi post karta hoon :D
[/QUOTE]
*teri qasam,humko teri yaadain
jo aati hain,hamain har pal
sataati hain :(
ab tau naheen lagta
hamara dil, tumhare bin
ab har dhaRkan, rulaati hain
tumhara saath agar milta
hamara dil na yu'n jalta
ke jal kar hum ne raato'n mai
taRap kar beqarari mai
guzaaray hain woh kitne pal
bhula doon mai
raho tum khush, jidhar bhi ho
hamara haal mat poocho
hamari yeh dua'ain hain
tumhari jo bhi ra'i hai
tumhe le jayain gulshan mai
bahaaro'n mai*
*aaja tera aanchal yeh, pyaar se mein bhar doon
khushiyaan jahan bhar ki, tujhko nazar kar doon
tu hi mera jeevan, tu hi jeene ka saharaaa
chookar mere mann ko, kiya tune kya ishaara
badlaa yeh mausam, lage pyaara jag saara
*
wah wah N^R wonderful lyrics yaar
do you have the MP3 by any chance ?
here’s another one ![]()
*meri bheegi bheegi si
palko’n pe reh gai
jaisse mere sapne bikhar ke
jalay mann tera bhi
kissi ke milan ko
anamika, tu bhi tarsay
tujhe bin jaanay
bin pehchanay
mai ne riday se lagaya
par mere pyaar ke
badlay mai tu ne
mujhko yeh din dikhlaya
jaisse bir’ha ki
rut mai ne kaati
taRap ke aahain bhar bhar ke
jalay mann tera bhi
kissi ke milan ko
anamika, tu bhi tarsay
aag se naata
naari se rishta
kahay mann samajh na paaya
mujhe kya huwa tha
ek bewafa pe
hi mujhe kyun pyaar aaya
teri bewafai pe
hanse jug saara
gali gali, guzray jidhar se
jalay mann tera bhi
kissi ke milan ko
anamika, tu bhi tarsay*
no , i dont have ![]()
balke mere pass tau iss waqt speakers bhi naheen hain ![]()
hay Daagh… i know you are good in searching songs
can you search the songs of movie “tamanna” for me
especially dat one…
shab ke jaagay huwe taaro’n ko bhi neend aanay lagi
aapke aanay ki, ek aas thee, ab jaanay lagi … ![]()
haan yeh bheegi bheegi wala is very well sung by Kishore Kiumar....
heres another one...
*tum bin jaao kahan, ke duniyaan mein aa ke
kuch na fir chaahaa kabhi, tum ko chaah ke
reh bhi sakoge tum kaise, ho ke muz se judaa
hat jaayegee deewaare, sun ke meri sadaa
aanaa hogaa tumhe mere liye, saathi meree, sooni raah ke
*
theek hai mate ![]()
will search and post in Audio for you ![]()
abhi off to lunch ![]()
wahhhh… maza aa gaya :rotato:
here is one form my side…
jug ne cheena mujhse
mujhe jo bhi laga pyaara
sab jeeta kiye mujhse
mai har dum hi haara
tum haar ke dil apna
meri jeet amar ka do
honto se choo lo tum
mera geet amar kar dau :love:
thanks bro… i’ll be waiting :k:
have a nice lunch ![]()
![]()
jaag jao beta… ![]()
din ko sona achi baat naheen ![]()