haan yaar:( ab dekhoo kya hotaa hai
honaa kyaa hai?
me back… murghay ki tikka boti karke … ![]()
![]()
![]()
mere lie bachaya??? :halo:
*Aay ishQ hamien barbaad na ker *
:halo:
aur kya?.. :halo:
akele poora murgha thoRa kha sakta hoon ![]()
ab tau jo hona tha… ho chuka ![]()
sigh
future ke liye tu dua ker sakte hien na mgr! :halo:
:nono:… yeh bimari jisse bhi lagi… usska past,present aur future sab tabah ho gaya ![]()
oh acha, adha bhabi ke lie rakha hai na:hoonh:
kafi experienced hain ![]()
lolzzzzzz… ![]()
naheen… woh aaj khanay par naheen ayee thee ![]()
ap ko bara tajarba hai :halo:
aur naheen tau kya?.. ![]()
jiss ne yeh bimari paalni hai… woh mera haal dekh le ![]()
![]()
Jee… ![]()
woh bhi pooray 12 saal ka ![]()
Lol…
koi haal ap ka ![]()
![]()
kya pata … mustaqbil acha ho… ![]()
kioon? ![]()