Where are you ...

Jee aap tu hain, aur kia ho raha hai, bore honay kay alawa.
Hamaray mijaaz bohat achay hain Masha Allah. :slight_smile:

:hehe:

mei bhi theek :alhamd:

:wave:

Salamzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz all

kaise hai sab log???

:smokin:

mai bhi bohat acha :mash:

:wave:
Wa Alaikum AsSalaam,
mai tu bohat acha hoon Daagh jee, aap sunain kaisay hain?

han jab mai nai kaha jabhii, jalde jalde sarai kha lia .. :hoonh: challo koe baat naheen , mai bhii abhi pizza order kur loun ga dinner kai lia :yummy:

aor sunnao how was your day? college se jaldii kion aa gaen???
any plans for weekend? Saturday ko kia kur rahii ho :halo:

:salam:

Hello Guyz :wave:

kuch khass naheen, bas abhii ghar wapis aaya tha, souch should check who is online :halo:

bas achai he mizaj rahai Allah Karai… any plans for the weekend??

Daagh Aao thakur… kia hal hain

:wsalam: theek thaak :smooth: aur aap?

Hello BeWaQooF :wave:

:wsalam:

how are you???

:wsalam: kia haal hain janab?

Masha Allah,
Jee haan hain kuch plans weekend per, chun keh long weekend hoga is dafa, socha kuch shopping waghera ker lee jaye. dekhain kia ho ta hai. :slight_smile:

koi nahi :snooty: mei ne kal khaya tha pizza :smiley:

day was o.k…had fun in the lesson…teacher was in a good mood for a change :D…Kal? subah shopping…friend ke liye kuch lena hai :hula: and then khala ki taraf jaoon gii…kal unn ki b’day thi aur mei gayi nahi …

oh yeah!! I forgot its long weekend!! think I should plan something now .. :hehe:

Hi WizeGuy :slight_smile:

How R U Today ? :k:

shopping again!! wow… bardai logo ke bardee batain :stuck_out_tongue:
han patta hai mujhai kal pizza khaya tha… pur mere chicken karahi ziada yummy thee :yummy:

bhool kaisai gaen :expressionless:

OK jee hum ko duaain do keh aap k oyaad dila diya, warna kia hota, Monday ko habaR dabaR kertay work per jaatay aur wahan kisi ko na paker khisyaa rahay hotay.
Phir jabkeh ab aapko pata chal hee gaya keh long weekend hai tu kia iraday aur plans hain aapkay. :slight_smile:

Hi! BeWaQooF
I am fine today, Alhamdo Lillah, aur sunain kia ho raha hai?