Where are you ...

:snooty:

BRB…lemme get my lunchfrm the kitchen :yummy:

:salam: :wave: kiya ho raha hai yahaan per :slight_smile:

lunch!!1 now!!! wow!! :hoonh:

jaldii anaa :snooty:

:wsalam: kuch khaas naheen bore ho raha tha .. :rolleyes:

haan naa…now..college se aate h tu GS pe beth gayi thi :smack:
ye :hoonh: kis liye? :hoonh:

:salam:
Kaisay hain aap sub, aur kon kon bore ho raha hai :smiley:

main bhii abhii he wapis aaya .. aor aatai he idhar … :smack:

aor sunnao … what you are having for lunch? I had a sandwitch … :bummer:

:wsalam: how are you? kuch khaas nahi…bas baatein..

Wiseguy: :salam: how are you?

lol same here main bhi ICT ki class main sab kuch kerne k baad friend k kam khtum kerne ka wait he ker rahi hhoun bore ho ho ker aap sunain sopbha se kiya kiya aap ne ?

:wsalam:
main hoon na … :frowning:

aor sunnao kiasai mizaj hain ??

uni or work??

Daal gosht with chawal :yummy:
:stuck_out_tongue:

wow kiya kiya batain ho rahin hain humain bhi shamil ker lain aapni batain main ager chain to humari khidmat hazir hain :wink:

humm.. sahii kia phir yahan aa gaen…
mai kuch khas naheen subh 6:30 utha.. kuch routine kai kaam kia :halo: phir breakfast kia… 12 bajai Uni gia, books wapis kurna thein .. :frowning: abhii ghar wapis aaya tu yaheen aa gia … abb ravii chain he chain likhta hai… when you are going back home?

[QUOTE]
*Originally posted by cute swee2: *

wow kiya kiya batain ho rahin hain humain bhi shamil ker lain aapni batain main ager chain to humari khidmat hazir hain ;)
[/QUOTE]

bas usual roz ki baatein :D...aap bhi shamil ho jao...:)
AS kar rahi ho ya A2??

Uni gia tha … mera share kahan hai … :expressionless: lao jaldii se bhaijo… wait kur raha houn, verna green street a kur khudh lai jaon ga :halo:

hmm yeh madam kaam khtum karain ge fir mere kuch friends k brd hai on k liye cards wagera buy kerne jaoun ge phir gher jaoun ge abhi bohat time pera hai

[QUOTE]
*Originally posted by Maheen2002: *

bas usual roz ki baatein :D...aap bhi shamil ho jao...:)
AS kar rahi ho ya A2??
[/QUOTE]

I'm doen As

:hehe: houta hai… challo koe baat naheen , abhii kuch dair mai khatam kur lain ge kaam bhii…
its cloudy again .. :frowning: lagta hai Allah MAian mere wapis aanai ka he intezar kur rahai thai .. :frowning:

Maheen2002 w/salaam, I am fine Alhamdo Lillah, aap kaisee hain ?

pehle kehte…ab tu khatam ho gaye :snooty: aur saare mei ne nahi khaye :snooty: