Thanx Chaddi Bacha ![]()
Aagay What Likha Hai Is Ka Tarjuma To Karo Zara ![]()
Thanx Chaddi Bacha ![]()
Aagay What Likha Hai Is Ka Tarjuma To Karo Zara ![]()
yaar likha thaa.. kay kya chal raha hai dost?? ![]()
Acha Acha Ab Samjha Tum Dost Ko Dowg Likhtay Ho ![]()
Ye Achi Aadat Nahi Hai, Isay Sudhaar Lo ![]()
yeh wo wala dog nahin thaa ![]()
kyon marwanay wali baat kartay hain app ![]()
To Phir Konsa Wala Dowg Tha ![]()
beywakoof uncle
shobii ![]()
yeh DAWG.. thaa ![]()
YO DAWG Wotsup haan??
yeh wala ![]()
Vivo
![]()
beywakoof uncle bhaag gaye mujh se dur ker :rotato:
Hello ViVa Aunty ![]()
Kaisi Ho, Kahan Ho Or Kiya Kar Rahi Ho ![]()
mein theek hoon ( HH bhi theek hai :halo: )
yaheen ho..
aur baatien ker rahi hoon ![]()
Kuch Jami Nahi ![]()
Phir Bhi Tum Kehtay Ho To Maan Leta Hon ![]()
us din kaa gussaa to mujh ko bhi yaad hai vivo ![]()
Manna he parhay gaa app ko
bolay tooo ![]()
Bhaag Hi Na Jaye Kahin ![]()
Waisay Aik Baat Hai ViVa Tumhara Naseeb Bara Acha Hai :biggthumb
Jo Aaj Mein Busy Bhi Hon
Or Mera Net Bhi Slow Chal Raha Hai ![]()
ab ziyada na hasso
insaan hoon mein bhi, aa gaya ghussa ![]()
nahi, aaj mera larney ka mood nahi ![]()
inshaALLAH mera naseeb acha hoga
lakin aap ko kaisey pata ![]()
kiyon kiya kaam ker rahey hain jo buzy hain?
Tumhara Haq Banta Hai Bachi Ki Side Lena ![]()
Par Mujhey Jahan Tak Yaad Parta Hai Woh Tum Hi Thay Jis Ne Kaha Tha K BeWaQooF Bhai Plz Chor Dein ![]()
chalo theek hai.. vivo .. main bhi to insaan hoon.. hasna mana hai kya ![]()
Mera To Kabhi Bhi Nahi Hota ![]()
Aameen SumAameen, Mujhey Nahi Pata Tha Bas Dil Mein Aaya Or Likh Gaya ![]()
Abhi Mein Apni Calculus Ki Assignment Ready Kar Raha Hon ![]()
baat tou aap bhi sahee keh rahey hain..
hassey phir ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by BeWaQooF: *
Tumhara Haq Banta Hai Bachi Ki Side Lena :D
Par Mujhey Jahan Tak Yaad Parta Hai Woh Tum Hi Thay Jis Ne Kaha Tha K BeWaQooF Bhai Plz Chor Dein :p
[/QUOTE]
kon bachi.. or kis ke side/ kon see side :-| kya mutlub :p
main to kuch aisa nahi bola iman say :D