Where are you ...

:eek: :eek: :eek:

kyun itni subah kyun uthna hai…subah subah kukdo kooon karna hai kia :halo:…pata hai kal hamari chutti hai..wah wah..aur hum logoon ne UNHEY dekhne ka prog. banaya hai..yani Shahrukh ji ko blush…Woh Hain Na mein…:blush:

aur kis ne hamey yaad karne ki naiki ki hai…kaun hai asai bewqoof jis ne yeh samajhdari ki hai..halo… aur padharein ..padharein hota hai..tum nanhey per bojh na dalo…rehne do munni :halo:..

aur Mr Daagh se kia poochon..woh tu pehle hi sachai ka samna nahi karte…woh tu apne aap ko bhoot nahi samjhte tu tumhey kaise churail samjhein gay..:halo:…

:hoonh:

ahem ahmmm :smiley:

dein jawaab ab :stuck_out_tongue: :stuck_out_tongue:

kion battaon kia yaad aaya tha… abb tu har gizz naheen battaon ga kai kia baat kur raha tha aor kia baat yaad aa gae… waise agar rehmdili jage kuch dair baad tu shiad bata bhi doun..

aor jab patta tha kai wo he gis petaa jawab milna hai tu pocha he kion, Allah kai naik bandoon ko kuch naheen houta, tum se tu mai nai iss umeed pur poucha tha kai Allah ke lathe beawaz hai shaid kuch bhla ho chukka ho shaid tumhare tabayat shabyat kuch nasaaz ho, magar lagta hai abhi ooper wallai kai haan kuch dair hai

Han Uk ko ye sharff naseen ho chukka hai kai hum wapis tashreef la chukkai hain, akhir kaar iss bardhtee hoe dark powers ko balance kurnai kai lia sirf Aik london walle pari he tu kafe naheen na, mera houna bhi tu lazme tha na, iss lia.
aor sunnao kia ho raha hai? kal job pur naheen jana?? sunna hai kal LOg kaffe dair tak online thai, magar nammumkin hai kai jab mai online houn jab online ho, Balkai ho sakta hai kai hoote ho aor sirf bhoot log se baat kur rahe houte ho :halo:

koi haal nahi tumhara rabooooooooooo…aqal naam ke koi cheez nahi hai tumhaare paas :smack:
'bhai ko uthana hai…phir mera lesson bhi hai…tu uss ke liye tu 10.30 hi nikalna hai…:bummer:
mei tu kab ki dekh chuki hula Shahrukh looks so :love: :love: blush
hai koi :halo:
araam se mottoo…mere bhai ko kuch mat kaho :bailan:

wohi kar rahi thi..ussey rone dey rahi thi..per us bhootni ne mujhe bhi rula diya tha…:bailan:..is liye tu taras aa gaya…:smack:…actually howa yeh..k pehle there were 6 brides…phir kuch stupid ladkiyoon ne drop kar diya tha..coz they got busy with exams halo…tu phir ab 4 brides chayein theen..i was doin it..but then this girl wanted to do it as well…n she was chosen before i was for that part…tu mujhe ach anahi laga…bummer..mein ne ussey dey diya…us waqt se sadme mein beithi hoon…:teary1:

woh jo naya part hai woh funky hai :halo:…practice tu ho gaye hai us ki…its only me n this other girl…sirf hum donoon hoon gay…

aur aaj dresses bhi laye they..jo us din pehnein gay :blush:…bohat cute hain..Kuch kuch :halo:…

ajeeb natak hote hai in larkiyon ke bhi :halo:

chalo koi baat nahi tum to bas sach much ki hi dulhan ban jaana bas :smiley:

oh achcha kaisa funky? baad mein bataana details and song kaunsa hai? wahi remix wala ya koi aur naya?

hmmmm aur kaunse dresses hai?

is liye bataye kyun k mein ne poocha hai :bailan:…aur pehle bataye k kia yaad aya tha..phir agay koi aur patar patar karna bailan..chalo bolo bolo tell tell..

woh tu mein ne is liye sawal poocha tha..kyun k kehte hain na k umeedein achi rakhni chaye..umeed per dunya kayam hai..:halo:..per woh shaks yeh kehne se pehle aap se nahi mila ho ga na..warna dekh leyta k kuch log kitne dheet hotey hain bailan

aur hamari tabyat ko jitna nasaz hona tha ho chuki…snooty…2 din k ;liye aye they bus WOH..aur ab yaadein chor kar chaley gaye…haye re lambiii juddddddaaaaaaiiiiii…2 dinon kaa sath ho rabba ..badi lambi judaaaii…:teary1:..ab agle sal tuk intezar karna pade ga un k wapis aney tuk ka..

aur dark power yahan nahi pak mein thi pichle dinoon.:halo:…ab yahan hona shoro ho gaye hai…halo…kali ghatta jo chah gaye hai…

aur haan kal hum ne online hone ka rehm kia tha snooty…aur yahan bhi check kia tha k KAUN KAUN hai..per LOGOON ko neendein bhi tu badi aati hain na..ab kia kahein..umer ka takaza hai..:halo:..nenedin tu ayein gi bade miyan ko …aur haannnn kal ahamri chutti hai..blush

hum ne suna tha k aap log Mein Hoon na dekhne jayein gay aaj..halo…UN per zulm kia aaj ya baksh diya bumer..hum tu inshallah kal jayein gay…blush..

beechara Gustaakh :halo:

**Daghooo bhaiyya : ** :hoonh:

jaldi se reply karo raboooo ki bachiii…mujhe jaana bhi hai :hoonh:

hum naam k liye chezein nahi rakhte :snooty:..woh tu tumhari hai sirf naam ko aqal :halo:…hum tu poora saman bhi rakhte hain saath snooty..

ohh hoo massi ki job karni hai kal yani…wah rey maasi padhna lkhna bhi shoro kar diya hai..chalo acha hai…kuch tu seekho gi..aur shayad padh likh kar andaza ho jaye tumhey k tum kitni jahil ho..:halo:..mein tu keh keh kar thuk gaye smack

aur mein tu jo chahey kahoon gi…tumhare bhai ko hi nahi tumhey bhi..kia kar lo gi…:snooty:rolleyes

Bhai kese kay pass maachis ho ge kiya ? ? ? woh kiya hai nah appna computer jalana hai :frowning: yaha par subha kay 5:30 ho rahay hai and im still on GS … yah GS mujh ko asa lagta hai kay naashay ke gooli hai .. means bhari hoie cigrate kay is ko jab tak pee nah lo kuch or karnay ko dil nahi karta… subha mara interview hai aik job kay silselay mai or mai abhi tak yaha ho :frowning: khair i have to go now… meray leyeah DUA karna… plaag … n do takecare of ur self peepz… i love u all :love: wesay listen larkoo khoosh nah ho love u wala sentance larkiyo kay leyeah hai :stuck_out_tongue: tata chalta ho DUA zaror karing not bhooling u sumjhing.. tata bye shy .

yeh mujhe itne hoonhs kyon kiye jaa rahe hai :halo:

natak tu us ladki ne kia tha :bailan:..khamakha mujhe emotional kar diya chalako maasi ne…aur mein ne bhi bade mazay se keh diya koi baat nahi…tum kar lo…:smack:… aap logon ki sohbat mein mujh per bhi bongaypanney k daure padne lag gaye hain..:bailan:

Alllaaaaahhhh aap ki mano kamna poori karey :blush:..mein ne bhi ammi se exactly yehi kaha tha..haha..mein ne aatey sath ammi se kaah ammi mein duilhan nahi ban rahi ab…teary1..phir poori katha sunnaney k baad kaha chalo koi baat nahi…naqli na sahi asli hi sahi :blush:…haha..

haan funky wala bhi acha hai..:halo:…aur song wohi hai aisa jado dala rey…remix version halo

dresses achey hain…mein ne bohat cute colours choose kar liye shoro shoro mein hi..shukar hai tub tuk woh nahi aye howei thi bailan.. eik hai pink n blueish…bohat pyara hai…blush…n eik beige hai..woh funky k liye hai…its a trouser suit..per naya style hai koi halo…ab funky k liye 2 hoon gay mere pas..kyun k mein do parts kar rahi hoon ab…halo

han han… abhi hum daikhain gai… kal kuch soochain gai parsooun shaid bata dian :stuck_out_tongue:

aor kia GUSTAAKH aaya huwa tha ghar mai !! sirf du din ka aaya iss dafa?? phir kabb aa raha hai?? agle daafa tu dhoomdhaam sai he aay ga ya aise hee aye ga aor logo ku phir cooking ka qasht kurna pardai ga:( challo khair kuch he din ke juddai hai phir tu…:halo:

log tu hur weekend pur aate hain online mere jasoos nai batya thaa:hoonh: laikin sirf kuch he logo sai baat kur kai challai jattai hain :mad:

WO koun tha uss film mai, mai nai tu sirf SS aor amirta ko he dekha tha, aor koe bhe tha kia!! :konfused:

be-samajh :hoonh: na-aqal tum khud ho…aur gham mei doosroa’n ko bhi apne jaisa samajhne lagi ho :stuck_out_tongue:
maasi ho gi tum :snooty: aur jaahil bhi :stuck_out_tongue: mottoo…kabhie koi sachi aur achi baat bhi kar liya karo :bailan:
keh ke tu dekho :rolleyes:
aur zara chote replies kiya karo :bummer:
aur ye ‘DULHAN’ waala kya chakkar hai??? halo

aap abhi tuk azad ghoom rahey hain? :eek:…abhi tuk nahi pakda zoo waloon ne..itne khatarnak janwar ko khulla chora howa hai…:smack:

aur kal interview hai tu is mein aap ko kis baat ki chinta hai..:smack:..aap ne tu ja kar patar patar karni hai..chinta tu interview leine wale ko honi chaye..jis ne aap se sawal karna hai :halo:…

hum Dua karne k bar emein dekhein gay, soochein gay, kal parson kuch kahein gay :snooty:

bye shye..n takecare vakecare karni ho tu theek hai warna hamey kia :snooty:..Allah hafiz… :halo:

aap ne mere last reply ka reply jo nahi kiya :hoonh: koi kiya aa gaya…hum ko bhool hi gaye :halo:

Janwar: good luck with your job interview :slight_smile: Allah Hafiz :wave:

:salam: :wave: bolay to Apun aaaaee laa aay… :dhimpak:

haan to mein bhi to us larki ke liye hi kaha tha ki yeh kya part nahi mila to rona shuru and logoun ko emotionally blackmail karna shuru kar diya :halo:

:hehe: dekha hum hamesha sach hi kehte hai and waise bhi its good to be a bride for once only…otherwise woh thrill nahi rahega…jab tum real ki bride banoge to tumhe lagega ki yeh sab to pehle hi kar liya…wahi makeup and all :smiley:

aisa jaado dala re…aaj hi sun raha tha woh song in the morning on zee :smiley:

ohhhhh achcha yeah pink and blue ka combination is too good…aaj to Sush ne bhi kehna tha ek baar :love: kya lag rahi thi mashaAllah…aha and wahwah 2 parts mein funky part…aish hai