Daagh
May 21, 2004, 3:54pm
36521
*Originally posted by *** Vivacious ***: *
kul mein aur shobii baat ker rahey thay iss thread main, aur koi nahi thaa.. aap thay pehlay aur kamran bahi bhi thay.. tou mein ne kaha k baki sub kahan gaye.. shobii ney kaha k jub mein aata hoon tou baki sub chaley jaatey hain.. lakin mein ne kaha k mein JUB aati hoon, tou sab tab jaatey hain..
tou kiya aap baataien gayy k aap kiss k aaney per jaatey hain?
aisa kuch nahi hai…hum kisi ke aane se nahi jaate
dekho aaj to tum bhi ho, shoby bhi hai to bhi main hoon asal mein tum aati ho aksar evenings mein…and tab am a bit busy in office…poore din ka wind up karna hota hai…aaj mein ghar par hi hoon is liye aa gaya online
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
asi to change bhale
tussi dasso ki ho ra ? :D
[/QUOTE]
kuch vi nayi...bore oo rahi aan :D...taada dinn kaisa langaya? :D
mujhay aik dum kuch ho gaya thaa
or dosri kab milain gee
monday is the last day .. remember
system
May 21, 2004, 3:56pm
36524
*Originally posted by Daagh: *
:sm ack:
aisa kuch nahi hai…hum kisi ke aane se nahi jaate : D
dekho aaj to tum bhi ho, shoby bhi hai to bhi main hoon : D asal mein tum aati ho aksar evenings mein…and tab am a bit busy in office…poore din ka wind up karna hota hai…aaj mein ghar par hi hoon is liye aa gaya online
haha mein tou aisey hi tang ker rahi thee serious nahi hoon aur hum donoo bhi mazak ker rahey thay..
waisey aaj kamran bahi nazar nahi aa rahey?
Daagh
May 21, 2004, 3:57pm
36525
bad very bad
aaj to office bhi nahi gaya
system
May 21, 2004, 3:57pm
36526
*Originally posted by shoaib akhter: *
mujhay aik dum kuch ho gaya thaa :ro tfl:
or dosri kab milain gee :h ula:
monday is the last day .. remember :kis s:
kiya hova tha? darr tou nahi gaye thay
yaar woh sunday ko ya phir monday ko..
Daagh
May 21, 2004, 3:58pm
36528
[QUOTE]
Originally posted by * * Vivacious ***: *
haha mein tou aisey hi tang ker rahi thee :hehe : serious nahi hoon :D aur hum donoo bhi mazak ker rahey thay.. :hehe :
waisey aaj kamran bahi nazar nahi aa rahey?
[/QUOTE]
KK urne ki tayari kar rahe hoge...unka flight is in few hours
from now...kal afternoon mein to land bhi kar jayege :D
system
May 21, 2004, 3:59pm
36529
ohh tou woh london wapas jaa rahey hain..
kamran bahi
hum aap ki hi baat ker rahey thay
K_Khan
May 21, 2004, 3:59pm
36530
^ ^ ayen!! kia ghalat time pur aa gia mai
*Originally posted by *** Vivacious ***: *
buss.. lakin kul ka din meray liye acha nahi thaa
khair choro
haan hum sub hi khush hain ammi ko gaye 35 days ho gaye hain…:-((
kyoun?
ghar wageira saaf kar liya?
K_Khan
May 21, 2004, 4:00pm
36532
*Originally posted by *** Vivacious ***: *
ohh tou woh london wapas jaa rahey hain..
kamran bahi
hum aap ki hi baat ker rahey thay
ache batain he kur rahein thein na ..
*Originally posted by *** Vivacious ***: *
kiya hova tha? :k onfused: darr tou nahi gaye thay : p
yaar woh sunday ko ya phir monday ko..
ahem ahem** hoaa to kuch
haan dar gaya thaa.. kay koi dekh n a lay abhi to PM kholi nahin hai.. sahi tarha..
monday ko last day hai… us kay baad tumhain saray replies milain gay..
abhi tak last sunday walay pm ka jawab bhi nahin diya
system
May 21, 2004, 4:01pm
36534
choro yaar mein ab theek hoon
haan bohat achi tarah saaf kiya tha subha lakin saaf kerney k baad meri halat daikhney wali thee
awww knee kaafi bad hai kiya???
Shobi: wo tu pata hai hum sab ko hee
KK: how are you?
system
May 21, 2004, 4:03pm
36536
tou aur kiya kerna tha?
shobii koi baat nahi baad main check ker laina..
tou kiya aap monday tuk koi reply nahi kerian geyy (eek)
haan uss pm ka reply hi kerney lagi hoon
app ko kya.. kishi ko bhi kuch nahin pata or naa he pata chalay gaa
K_Khan
May 21, 2004, 4:04pm
36538
bas aysa he houn main .. kia hal hai… kuch dair mai wapise ke flight ..
airport lainai koun koun aa raha hai :halo:
Daagh
May 21, 2004, 4:04pm
36539
haan na swelling and fever bhi hai
went to see the docs…inshaAllah 10th June ko hoga operation
system
May 21, 2004, 4:06pm
36540
mein aa rahi hoon airport :halo:
waisey aaj meri ammi bhi pak se aa rahi hain