daagh, a friendly reminder ![]()
hope you are posting bryan adamsâ âDo i have to say the wordsâ in audio
we are kind of waiting ![]()
daagh, a friendly reminder ![]()
hope you are posting bryan adamsâ âDo i have to say the wordsâ in audio
we are kind of waiting ![]()
hehe ![]()
sure will post that as well
awesome ![]()
changi gal aye ![]()
daghooo praaâŚki haal ay?
changi gal
bolay to
![]()
bolay tu..âachi baat haiâ ke ur fine ![]()
aaaaaaaowww.. I gochya ![]()
Main to sumjhaa.. kay u meant CHANGI GIRL
![]()
buss yaar aisey hi thori pareshan hoon.. ![]()
ammi aaj aa rahi hain inshaALLAH raat ko 1:00 bajey ![]()
shobiiâ na check kero, bal k delete ker do.. ![]()
Daagho bahi-- aik baat baataien geyy :p
asi to change bhale
tussi dasso ki ho ra ? ![]()
delete kar doon
kyon???
main nahin kar raha ![]()
:love: :love: :love: :love:
abhi sub hain yahan par.. ![]()
koi haal nahi ![]()
[QUOTE]
Originally posted by ** Vivacious *: *
**Daagho bahi-- aik baat baataien geyy :p
[/QUOTE]
haan ji pooche...ek kya 2-4 poochein :D
khud tou kaha hai k check nahi kiya.. ![]()
magar kyoun pareshaan ho? ![]()
thats goodâŚheartuu tu khoob khush ho gii? ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
haan ji pooche...ek kya 2-4 poochein :D
[/QUOTE]
kul mein aur shobii baat ker rahey thay iss thread main, aur koi nahi thaa.. aap thay pehlay aur kamran bahi bhi thay.. tou mein ne kaha k baki sub kahan gaye.. shobii ney kaha k jub mein aata hoon tou baki sub chaley jaatey hain.. lakin mein ne kaha k mein JUB aati hoon, tou sab tab jaatey hain..
tou kiya aap baataien gayy k aap kiss k aaney per jaatey hain? :p
buss.. lakin kul ka din meray liye acha nahi thaa ![]()
khair choro
haan hum sub hi khush hain
ammi ko gaye 35 days ho gaye hainâŚ:-((
jaisay he khola.. aik Shock laga
ghar main sub hain.. or guest bhi tha.. ishe liye abhi check nahin kiya ![]()
thankoo ![]()
hehe, mujhey bhi maloom tha k aap ko SHOCK lagey ga ![]()
ur welcome ![]()
haan mera haal bilkul bayhaal hai ![]()